kamil_surfaroosh
Sep 12 2005, 02:12 PM
Quiad e tehreek Altaf Hussain Addressing the Meeting

FROM LEFT TO RIGHT CONVENOR OF THE MQM COORDINATION COMMITTEE Dr. IMRAN FAROOQ, MEMBERS SALEEM SHEHZAD, MOHAMMAD ASHFAQ, JAWED KAZMI, WASAY JALIL, TARIQ MEER, MUSTAFA AZIZABADI AND MOHAMMAD ANWAR
FROM RIGHT TO LEFT SENIOR DEPUTY CONVENOR OF MQM COORDINATION COMMITTEE TARIQ JAWAID, FEDERAL MINISTER BABAR KHAN GHOURI, PROVINCIAL ADVISORS WASEEM AKHTAR, M.A. JALIL, PROVINCIAL MINISTER MUSTAFA KAMAL, DEPUTY PARLIAMENTARY LEADER OF MQM IN SINDH ASSEMBLY KUNWAR NAVEED AND OFFICE BEARER SALAHUDDIN
saima56
Sep 12 2005, 03:35 PM
Salman4u
Sep 13 2005, 02:08 AM
Hmmm Dik khush kittai saim abibi tussi lakh burrai karo sadi MQM kee ya Altaf bhai kee magar menoon pata hai k tussi MQM kee fan ho jiiiiiiiiiiiiiiii Aay kamil bhai aap nay daikha saima bajiiiiiiiiiiiii nay Quaid e tehreek kee jo Pic post kee hain wo MQM kee web site say hehehhe daikhain saima bibi ko hamari kitni fikar rehti hai wo hamari site pay bhe rozana jati hain hahahahha
bolain to saima bibi ko MNA bana daytay hainnnnnnnnnnnnn
saima56
Sep 13 2005, 04:17 AM
| QUOTE (Salman4u @ Sep 13 2005, 02:08 AM) |
Hmmm Dik khush kittai saim abibi tussi lakh burrai karo sadi MQM kee ya Altaf bhai kee magar menoon pata hai k tussi MQM kee fan ho jiiiiiiiiiiiiiiii Aay kamil bhai aap nay daikha saima bajiiiiiiiiiiiii nay Quaid e tehreek kee jo Pic post kee hain wo MQM kee web site say hehehhe daikhain saima bibi ko hamari kitni fikar rehti hai wo hamari site pay bhe rozana jati hain hahahahha
bolain to saima bibi ko MNA bana daytay hainnnnnnnnnnnnn |
mai ne to link kamil sarfarosh kii post sa lia haiin.
| QUOTE |
| bolain to saima bibi ko MNA bana daytay hainnnnnnnnnnnnn |
Allah na kara ka mai kabhi aap ki party sa MNA too kya Concilor bhi bano kyunka salman bhai Aap kii party mai jana ka too rasta hai magar wapsi la sirf aik rasta
joo sidha upper jata hai
Salman4u
Sep 13 2005, 06:00 AM
| QUOTE (saima56 @ Sep 12 2005, 11:17 PM) |
mai ne to link kamil sarfarosh kii post sa lia haiin.
Allah na kara ka mai kabhi aap ki party sa MNA too kya Concilor bhi bano kyunka salman bhai Aap kii party mai jana ka too rasta hai magar wapsi la sirf aik rasta joo sidha upper jata hai |
bhai bola hai to ab bhai ka bhe farz hai k wo apni behan kee khataun ko maaf kar day meri achee behna hum ab aap say kuch nain bolian gay is topic par sirf itna achee behna k hamisha kahi sunni baten sach nahain hotin aur zaroori nahain k wo sub sahee ho achay burary loug har jaga hotay hain aur behna main aap k samnay hoon meri real sister hain aunhon nay bhe bouhat work kia hai ger main aun ka naam bata doon gato apa shaid samjh jain magar main nahain batana chahta aur behna zaroori nahain MQM main Ya JAMAT MAIN ya kisee beh larty main sub k sub he burary hon achay burary insan har jaga hotay hain
Aap sochti hain aesa k MQM main sirf burari hai aus ka har worker har leader sirf ganda isnan hai aur sub burary kaam karta hai ager aap aesa sochti hain behna to main aap kee osch pay nahain hawi ho sakta sister main aap k samnay hoon aur meri tarah aur sathi bhe aap k samnay hain kia main aap ko dehshat gard lagta hoon meri post say aap nay kabhi idea lagaya hum nay ger mohabat karee hai to bay lous mohabat karee hai aur MQM k sath aesa loug bhe hain aesi main bhe hain aesi behnain bhe hain jo bay lous mohabat kartay hain aur aesi mohabat k deewana war mohabat jo aap nahain manain gee sister aap shaid ye sochti hain k MQM k sath koi hai he nahain aur jo h ai wo sirf dehshat gard hain ya bhatat khour hain main nay aap say yahan kai baar kaah achay burary loug har jaga hotay hain jamat e islami main bhe bouhat achay loug bhe hain aur burary bhe MQM main bhe achay burary dono hain mafad parast bhe hain jin ko main naam say janta hoon k kon kon mafad parast loug hain hamari safon main aur koun bay lous hain
behna kash aap meri baat samjh sakain aur samjh sakain k hum mqm k hain to hum bhe koi burary nahain hain hum bhe insan hain hum bhe dil rakhtay hain izzat kartay hain aap jaisee behnon kee
sorry sister main zara jazbati ho gaiya any way
Take Care
Allah Hafiz
saima56
Sep 13 2005, 06:13 PM
| QUOTE (Salman4u @ Sep 13 2005, 06:00 AM) |

Allah Hafiz |
Walikum us Salam bhai shab,
aap kii baat saa ittefaq mai iss lia nahi kar sakti kyunka hum MQM ka supporter reeh chuka haiin, even mai aap koo batooun ka hamera ghar mai mera aik cousin MQM mai mara ja chuka, aik aur masqat mai hai sirf iss waja sa wapis nahi aasakta kyunka usse maloom hai ka MQM wala yahan uss koo nahi chooraiin tafseelaat phir kabhi. hamera ghar sa MQM ka 100 % votes milta tha , karachi mai jab MQM ka urooj tha too 88 89 mai hum choota hua karta tha too walid shab ka saath car mai baith kar Altaf shab ka khitaab sunnaa jayaa karta tha, Hamera gharoon mai Chiragaah bhi huaa karta thaa.. aap loog kya mqm koo dekha hooga jitnee hamera experience hai, sari under ki bataiin hamiin pata haiin, abhi bhi bhalaat-e-majboori hameraa khandhan ka kaye loog MQM sa wabasta haiin kyuuka woo yeh tanzeem nahi choor sakta waja aap janta haiin, MQM koo aap naa khoon nahi dia hooga hamera yahan khoon dia gaya hai.. MQM mai acha loog no doubt hoonga laken aap kudh bataiin ka jab koi aap sa kahye ka MQM ka sector incharge ya unit incharge too aap ka demagh mai kyunn aik ghuda ka naqsha banta hai? mere ankhoon dekhaa kaye waqiya haiin jinn koo agar mai bayan karna chaoon too kafi time chayee hooga.. Kash aap shamjh sakta laken mai aap koo yeh kaise keh sakti kyunka jab MQM sab kar rahi thi jab woo bani thi too hum na bhi poora saath dia tha, nara lagayee tha, hum bhi andha thaa, balka poora karachi andha tha..aaj sirf aap loog jhaan bhoojh kar apna ankhoon ka samna parda kia hua haiin. laken ALLah ka shukar ka karachi wala jaan chuka haiin..sorry agar zaida bool gayee magar yeh zakhm dil ka zakhm haiin , mataam hai uss saher ka jiis ka kai nawjawan party laraioon mai mara gayaa, bhanaiin apni bhai khoo bhataiin
Allah HAfiz
Salman4u
Sep 14 2005, 02:14 AM
| QUOTE (saima56 @ Sep 13 2005, 01:13 PM) |
Walikum us Salam bhai shab, MQM koo aap naa khoon nahi dia hooga hamera yahan khoon dia gaya hai.. Allah HAfiz |
Meri Achee Behna
Shaid aap nahain jantin is board pay he main nay kafi arsay pehlay ek post main yana k sub doston ko bataya thaa k maira apna bhai 19th june k baad k tareekh k bad tareen operation k baad say jiss na guzeer halat ka shikar hoowa aur aus k baad wo haqiqi dehshat gardon k haton mara gaiya aur aus k opper tasahdodo kia gaiya aus kee mout k baad bhe nahain baksha aun zalimon nay aus ko Yahan aap k HulChul board k ek Bouhat mashoor member nay meri aus post k jawab main jiss main main nay apna dukh share kia yahan pay aunhon nay meray aus bhai k is waqeay pay mujhay itni azeyat dee thee k main abhi bhe batatay howoay mairay hath kamp rahay hain kia kuch nahain kaha aunhon nay mairay aus bhai k leay halankay wo jantay bhe nahain thay k maira bhai kiss kissam ka thaa sirf itan maloom tha aun ko k wo MQM k thay
Saima Behana !! i SWEAR OF GOD maira wo bhai itna innocent thaa main janta hoon aus ko hamaray khandan ka sub say shareef larka mana jjata thaa aus ko wo dehshat gard nahain thaa aus nay kabhi badooq tak nahain authai thee wo mohabat karnay wala insan thaa sub k leay rota thaa pareshan hota thaa behnon ki fikar karta thaa baap k operation k leay sochta t haa k kaisay karaya jaay 2 nokri karta thaa aur apnay khandan kee kifalat karta thaa jub wo mara gaiya haqiqi dehshat gardon k haton hum daikh chukay hain saima behna wo dour hum bhe day chukay hain qurbanian magar hum aaj bhe aun k sath hain aur hum jasiay aur beh loug aun k sath hain jantay hain k haamri safon main kuch mafad parast loug bhe hum pay hawi ho rahay hain wo hum ko dabanay main lagay rehtay hain jantay hain magar hum phir bhe sabar ka daman hath say nahain janay daytay behna
kamil_surfaroosh
Sep 14 2005, 11:59 PM
| QUOTE (saima56 @ Sep 13 2005, 06:13 PM) |
Walikum us Salam bhai shab,
aap kii baat saa ittefaq mai iss lia nahi kar sakti kyunka hum MQM ka supporter reeh chuka haiin, even mai aap koo batooun ka hamera ghar mai mera aik cousin MQM mai mara ja chuka, aik aur masqat mai hai sirf iss waja sa wapis nahi aasakta kyunka usse maloom hai ka MQM wala yahan uss koo nahi chooraiin tafseelaat phir kabhi. hamera ghar sa MQM ka 100 % votes milta tha , karachi mai jab MQM ka urooj tha too 88 89 mai hum choota hua karta tha too walid shab ka saath car mai baith kar Altaf shab ka khitaab sunnaa jayaa karta tha, Hamera gharoon mai Chiragaah bhi huaa karta thaa.. aap loog kya mqm koo dekha hooga jitnee hamera experience hai, sari under ki bataiin hamiin pata haiin, abhi bhi bhalaat-e-majboori hameraa khandhan ka kaye loog MQM sa wabasta haiin kyuuka woo yeh tanzeem nahi choor sakta waja aap janta haiin, MQM koo aap naa khoon nahi dia hooga hamera yahan khoon dia gaya hai.. MQM mai acha loog no doubt hoonga laken aap kudh bataiin ka jab koi aap sa kahye ka MQM ka sector incharge ya unit incharge too aap ka demagh mai kyunn aik ghuda ka naqsha banta hai? mere ankhoon dekhaa kaye waqiya haiin jinn koo agar mai bayan karna chaoon too kafi time chayee hooga.. Kash aap shamjh sakta laken mai aap koo yeh kaise keh sakti kyunka jab MQM sab kar rahi thi jab woo bani thi too hum na bhi poora saath dia tha, nara lagayee tha, hum bhi andha thaa, balka poora karachi andha tha..aaj sirf aap loog jhaan bhoojh kar apna ankhoon ka samna parda kia hua haiin. laken ALLah ka shukar ka karachi wala jaan chuka haiin..sorry agar zaida bool gayee magar yeh zakhm dil ka zakhm haiin , mataam hai uss saher ka jiis ka kai nawjawan party laraioon mai mara gayaa, bhanaiin apni bhai khoo bhataiin
Allah HAfiz |
salman bhai app nai hitler ki policy kai baray mai perha hay ??
Jhoot bolo aur itna bolo kai sach lagnay lagay .
app ko mossoof ki zaban sai lagta hay kai yeh urdu speak hai ?
in ki post mai adhai mai yeh apnai app ko lerka aur adhai mai lerki bata rahay hain
karachi waloo ki ankhain khul gaye hain isi liye JI ko karachi mai badtareen shikast ho gaye
in sai poochai koi jo in ka cousin mara gaya bakool in kai us ko kis nai mara tha ?
us ka kia naam tha kon sai unit sector sai tha ta kai ham bhi to zara pata karain
kamil_surfaroosh
Sep 15 2005, 12:05 AM
| QUOTE (Salman4u @ Sep 14 2005, 02:14 AM) |
Meri Achee Behna
Shaid aap nahain jantin is board pay he main nay kafi arsay pehlay ek post main yana k sub doston ko bataya thaa k maira apna bhai 19th june k baad k tareekh k bad tareen operation k baad say jiss na guzeer halat ka shikar hoowa aur aus k baad wo haqiqi dehshat gardon k haton mara gaiya aur aus k opper tasahdodo kia gaiya aus kee mout k baad bhe nahain baksha aun zalimon nay aus ko Yahan aap k HulChul board k ek Bouhat mashoor member nay meri aus post k jawab main jiss main main nay apna dukh share kia yahan pay aunhon nay meray aus bhai k is waqeay pay mujhay itni azeyat dee thee k main abhi bhe batatay howoay mairay hath kamp rahay hain kia kuch nahain kaha aunhon nay mairay aus bhai k leay halankay wo jantay bhe nahain thay k maira bhai kiss kissam ka thaa sirf itan maloom tha aun ko k wo MQM k thay
Saima Behana !! i SWEAR OF GOD maira wo bhai itna innocent thaa main janta hoon aus ko hamaray khandan ka sub say shareef larka mana jjata thaa aus ko wo dehshat gard nahain thaa aus nay kabhi badooq tak nahain authai thee wo mohabat karnay wala insan thaa sub k leay rota thaa pareshan hota thaa behnon ki fikar karta thaa baap k operation k leay sochta t haa k kaisay karaya jaay 2 nokri karta thaa aur apnay khandan kee kifalat karta thaa jub wo mara gaiya haqiqi dehshat gardon k haton hum daikh chukay hain saima behna wo dour hum bhe day chukay hain qurbanian magar hum aaj bhe aun k sath hain aur hum jasiay aur beh loug aun k sath hain jantay hain k haamri safon main kuch mafad parast loug bhe hum pay hawi ho rahay hain wo hum ko dabanay main lagay rehtay hain jantay hain magar hum phir bhe sabar ka daman hath say nahain janay daytay behna |
Allah app kai bhai ki maghfirat karay aur un ko Jannet mai Aala makaam ata fermaye .
Ameen
Allah Hamri Tehreek kai jitnay bhi shuda hain un ki maghfirat karay un kai lawahekeen ko saber ata fermaye aur wo zalim jinhoo nay un ko shaheed kia ,wo log jo zalimoo kai saath thay aur wo log jo hamaray jawanoo kai mernay per khushiyan manatay thay ko naist o nabood karay aur un ko waisa hi bura wakt dekhaye jaisa ham nai dekha tha ta kai un ko ahsas ho kai jab jawan ghar sai jaat hay to ghar ka kia haal hota hay ..
Salman4u
Sep 15 2005, 01:48 AM

Thanks Kamil Bhai
Road_Runner
Sep 21 2005, 05:46 AM
| QUOTE (saima56 @ Sep 12 2005, 03:35 PM) |
sab soocha hua ka kya hamera nazim ayee gaa. hum city goverment fund tak rasai hasil kar payeen gaa |
Well Sammu Dear....
Janoo In ka nazim aay ya aap ka wo baba chor sub he hen baba nay bhe kafi bardi chorain kare hen ab in ko karnay do waisay ek baat baraw last main itna uchal keun raehn theen tum
Road_Runner
Sep 21 2005, 05:48 AM
| QUOTE (Salman4u @ Sep 13 2005, 06:00 AM) |
bhai bola hai to ab bhai ka bhe farz hai k wo apni behan kee khataun ko maaf kar day meri achee behna hum ab aap say kuch nain bolian gay is topic par sirf itna achee behna k hamisha kahi sunni baten sach nahain hotin aur zaroori nahain k wo sub sahee ho achay burary loug har jaga hotay hain aur behna main aap k samnay hoon meri real sister hain aunhon nay bhe bouhat work kia hai ger main aun ka naam bata doon gato apa shaid samjh jain magar main nahain batana chahta aur behna zaroori nahain MQM main Ya JAMAT MAIN ya kisee beh larty main sub k sub he burary hon achay burary insan har jaga hotay hain
Aap sochti hain aesa k MQM main sirf burari hai aus ka har worker har leader sirf ganda isnan hai aur sub burary kaam karta hai ager aap aesa sochti hain behna to main aap kee osch pay nahain hawi ho sakta sister main aap k samnay hoon aur meri tarah aur sathi bhe aap k samnay hain kia main aap ko dehshat gard lagta hoon meri post say aap nay kabhi idea lagaya hum nay ger mohabat karee hai to bay lous mohabat karee hai aur MQM k sath aesa loug bhe hain aesi main bhe hain aesi behnain bhe hain jo bay lous mohabat kartay hain aur aesi mohabat k deewana war mohabat jo aap nahain manain gee sister aap shaid ye sochti hain k MQM k sath koi hai he nahain aur jo h ai wo sirf dehshat gard hain ya bhatat khour hain main nay aap say yahan kai baar kaah achay burary loug har jaga hotay hain jamat e islami main bhe bouhat achay loug bhe hain aur burary bhe MQM main bhe achay burary dono hain mafad parast bhe hain jin ko main naam say janta hoon k kon kon mafad parast loug hain hamari safon main aur koun bay lous hain
behna kash aap meri baat samjh sakain aur samjh sakain k hum mqm k hain to hum bhe koi burary nahain hain hum bhe insan hain hum bhe dil rakhtay hain izzat kartay hain aap jaisee behnon kee
sorry sister main zara jazbati ho gaiya any way
Take Care
Allah Hafiz |
Dono he ka daman pak nain hey na jamat ka na aa ka men itna janti hoon k karachi ka aman sirf jamat e islami aur mqm nay kharab kia hey
Salman4u
Sep 23 2005, 04:08 PM
| QUOTE (Road_Runner @ Sep 21 2005, 12:48 AM) |
| Dono he ka daman pak nain hey na jamat ka na aa ka men itna janti hoon k karachi ka aman sirf jamat e islami aur mqm nay kharab kia hey |
hmm aap muhtarma hain ? abhi pata chala to liste muhtarma to bibi nay karachi ko kia diya ? aun k dour main to aun ka real brother mehfooz nain raha why ? kyun parda nahain authaya aaj tak pp nay aus k katal ka ? PP nay jitni dehshat gardi pakistan main kee hai wo dunia janti hai bibiiiiiiii
al murtaza k naam say taiyaray tak aghwa keay hain aus nay to aap aman kee baat karti hain
Road_Runner
Sep 24 2005, 03:35 PM
| QUOTE (Salman4u @ Sep 23 2005, 04:08 PM) |
hmm aap muhtarma hain ? abhi pata chala to liste muhtarma to bibi nay karachi ko kia diya ? aun k dour main to aun ka real brother mehfooz nain raha why ? kyun parda nahain authaya aaj tak pp nay aus k katal ka ? PP nay jitni dehshat gardi pakistan main kee hai wo dunia janti hai bibiiiiiiii
al murtaza k naam say taiyaray tak aghwa keay hain aus nay to aap aman kee baat karti hain |
uss ko shaheed kernay men bhe ap logon ka he hath tha
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please
click here.