Help - Search - Members - Calendar
Full Version: Naimatullah Ki Saadgee
HulChul.NET > Current Affairs & Politics > Current Affairs / Kashmir Issue
Abu Adnan
hahah.gif iss saadgee pay kaun nah mar jaye ay khoda. hahah.gif
FarOOqi
Assalam-o-alaikum,

bil farz-e-mahaal, ager aesa ho bhee gaya tu kya wo kaam ker laen gey MQM kee maujoodgi maen yahan...jabkay majority maen tu MQM hee aaee hay...

iss liyay aesa sochna hee baikaar hay..


wassalaam,
farooqi.
Abu Adnan
QUOTE (FarOOqi @ Sep 14 2005, 11:46 AM)
Assalam-o-alaikum,

bil farz-e-mahaal, ager aesa ho bhee gaya tu kya wo kaam ker laen gey MQM kee maujoodgi maen yahan...jabkay majority maen tu MQM hee aaee hay...

iss liyay aesa sochna hee baikaar hay..


wassalaam,
farooqi.

u r rite bhai.

chalo election say qabl to baRay baRay bol aap nay bol diyeh ... magar ab iss qism k dawa karna kahaaN ki danishmandee hai. onhaiN zameeni haqaiq balkay islamabadi haqaiq bhi dekhna chahiyeh.
390.gif
saima56
QUOTE (Abu Adnan @ Sep 14 2005, 02:30 PM)
u r rite bhai.

chalo election say qabl to baRay baRay bol aap nay bol diyeh ... magar ab iss qism k dawa karna kahaaN ki danishmandee hai. onhaiN zameeni haqaiq balkay islamabadi haqaiq bhi dekhna chahiyeh.
390.gif

Shaid abhi bhi yeh shamjha hoon ka logoon kii nazar mai unn ka kaam kii qadar hai 0-18_crazy.gif magar yeh nahi janta kaa ..
kamil_surfaroosh
saima jee yeh asel mai app kai liye post hay jis mai naimatullah jee khud ferma rahay hain kai un ko islamabad nai namzad kia hay kal tak app yahan sawal utha rahi theen ya thay kai jee moktaddir hulkai abb app kia kahti hain ? 0-18_crazy.gif
asel mai moktadir hulkoo ki good mai khud JI aur Naimat ullah baithay jin ka saboot yeh khud naimat ullah ka bayan hai abb yakeenan app ki bolti bund ho jaye gi app ayein bayein aur shayain karain gi magar hakekat sab kai samnai hai .
jaha tak naimat ullah kai kamoo ka sawal hai ,us ka pool to barish nai khool dia hay ,jis terhan new banni surkain bah gayein hain foot path baith gaye hain aur 4 saal city gov mai rahnai kai baad mai barish ka paani maroof aur masroof chorahoo aur roads per swiming pool ki terhan jama tha us sai city gov ki aur Naimat ullah aur JI ki 4 saala karkerdagi ka pool khul gaya hay hahah.gif hahah.gif hahah.gif hahah.gif hahah.gif
Salman4u
Naimat Ullah Kahan K IS Baiyan Pay Jamat E Islami walay bhe muskura authay hongay shadi takhti walay baba k dimgahi halat poori tarha bigard chuki hai jub he wo suhanay khuwab daikh rahay hain hahah.gif
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please click here.
Invision Power Board © 2001-2008 Invision Power Services, Inc.