Help - Search - Members - Calendar
Full Version: 11 September !
HulChul.NET > Current Affairs & Politics > Current Affairs / Kashmir Issue
FarOOqi
Assalam-o-alaikum,

user posted image

jin ehbaab ko image nazar naa aey wo followng links per click karaen:

http://img363.imageshack.us/img363/7844/11september5bf.gif

OR

http://www.eidmubarak.com/imageboxes/box20/i203997519927.gif (part1)
http://www.eidmubarak.com/imageboxes/box81/i816114519979.gif (part2)

wassalaam,
farooqi.
*Rania*
Astaghfirullah.......Allah pak jahanam ki aag ka eendhan bannay say bacahye hamaian.

App (S.A) ka Hutva Hijja-tu wida agar koi apnay zahan ma rakkhay jis ma aap (S.A) nay fermaya La Nabbiyi Baadi..k maray baad koi nabi nahi aiye ga.

Ham Iman akkhtay Hain K App(S.A) par nabuwat ka khatma hoa aor App (S.A)hi Allah pak k akhri nabi hain.

Aor aaj nabuwat ka dawa karnay walay Aaj k dour k Shaddad,namrood aor Museelma Kazab hi Hain.

Allah pak hamain rahay hidayat par rakkhay.Ameen
jazal Allah Bhai rose.gif
FarOOqi
QUOTE (*Rania* @ Sep 14 2005, 08:16 AM)

unfortunately, yehee Islam aur Pakistan kay dushman aaj aesee posts per maujood haen kay wo asar andaaz hotey haen different policies per..... support inhaen kuffar kee bhee hay openely.....

iss waqt israel kay zair-e-qabza ilaaqon maen kisee musalman ko masjid bananay kee permission nahee hay.... mager wahan "Qadyanion" aur "bahai" mazhab sey talluq rakhnay walon kay "religious centers" banay hoey haen... aur unhaen khulee permissions haen wahan......... aakhir kyon ??.... yay koi mushkil sawal bhee nahee.... Islam dushman log apnay jaisay logon ko apnay han rakhtey bhee haen... aur aesay hee logon sey aaj kal mil ker bohat khush bhee haen...

wassalaam,
farooqi.
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please click here.
Invision Power Board © 2001-2008 Invision Power Services, Inc.