QUOTE(Raji @ Apr 27 2006, 04:08 PM) [snapback]2139169[/snapback]
zaroorat ke waqt tamaam hee services apnii aSliyat dikhaa dete heN keh koyii "ham se buraa ho tu saamne aaYe" chahye voh ufone ho yaa keh waarid yaa phir mobilink.
weise sawaal yeh honaa chahiye thaa keh sab se takhee hoovii service kkaunsee hai aur us sawaal par mera jawab hotaa UFONE.
Ufone main use kar raha hon or mujhy asi koi shikayat nahi hay kay mian usay sab say thakki hoi line kahoon han albata Mobilink kay baray mian asa kaha ja sakta hay magar ufone sahi ja rahi hay.