Salman4u
Sep 17 2005, 04:06 AM
Assalam O Alikum
Umeed hai k aap loug achay hongay hazrat aaj main aap kee is shikayati mehfil main pehli baar hazir hoowa hoon kyun k bus dil aaj hamara dukh gaiya jiss k azzalay k leay hum ko yahan hazir hona parda.
Bhai har ek ko apna mazhab, apna aqeeda bouhat pyeara aur muqadam hota hai wo asu say bouhat mohabat karta hai aur hamara shuru say he ek asool hai k apnay aqeeday ko chordo nahain doosron k aqqeday ko chairdo nahain aur hum nay hamisha ye he koshish karee hai HC K Islami Section main.
Meri shikayat ye hai k main nay parson Islami section main ek topic post kiya thaa jiss ka naam thaa Eid Milald Un Nabi P.B.U.H Mananay K Saboot Quran O Hadis Kee Roshni Main. Aus jiss ko yahan k aksar members nay daikha thaa
Farooqi bhai, aur degar nay mukhalfat main bhe post kareen theen aunhon nay bhe daikha thaa wo topic aur aus topic main kuch aesa nahain thaa k jiss ko del kar diya jata aur aus topic ko del kar diya gaiya na edit kia, na close kiya na bataya gaiya kuch bus aus ko del kar diya gaiya, hum nay wo topic mohabat e rasool main banya thaa apnay aqeeday k mutabiq aur ho sakta hai k kisee doosray maslak k doston ko wo pasand na aay aho magar aus ko is tarha say del kar diya gaiya jiss say hamain bouhat dukh hoowa aesa pehli baar hoowa hai hamaray sath aur hum chahtay hain k plz is baat kee kee tehqiqat karai jaay k wo topic kin sahab nay del kia hai aur kyun
halankay yahan kuch topic aesay main nay daikhay hain jo abhi tak chal rahay hain jiss main gustakhain beh kee gai hain ek doosray m maslak k leay to kia ye azadi hum ko nahain mil sakti k hum apnay maslak k hissab say yahan koi post kar sakain koi topic bana sakain
ho sakta hai k ye topic ghalat fehmi kee bunyad pay del ho gaiya ho ager aesa bhe hai to hamain bataya jaay hum aap k mashkoor rehan gay
hum nay ek new topic bana diya hai eid millad un nabi k silsilay main ye hum nay aaj banaya hai plz hamain bataya jaay plz nawazish ho gee
Daylight
Sep 17 2005, 04:51 AM
brother i didnt saw that post so i cant comment on that particular post what was wrong with that but i will bring something in ur notice too.U said...
| QUOTE |
| hamara shuru say he ek asool hai k apnay aqeeday ko chordo nahain doosron k aqqeday ko chairdo nahain |
In the topic
http://www.hulchul.net/index.php?showtopic=92641U have posted this material which im attaching below and is still open...without any editing
khan_amer
Sep 17 2005, 10:46 AM
salman bhai app ki woh post maiN nay daikhi uss per Farooqi bhai kay comments bhi daikhay..uss post ko del kerni kay sahi wajah tu Intayzamia hi bata sakay gee per itna zaroor hay uss mozoo per HC maiN barha pani.pat ki laRayiaN chiR chuki haiN...dom Milad ka mahina/mosam guzar chuka hay....
shayad intayzamia eak naye laRai say bachna chah rahee hoo..kyoN kay app kay post kerda article kay key wording bhi kuch itni achi nahi thee....
Salman4u
Sep 18 2005, 07:22 AM
| QUOTE (Daylight @ Sep 16 2005, 11:51 PM) |
brother i didnt saw that post so i cant comment on that particular post what was wrong with that but i will bring something in ur notice too.U said...
In the topic http://www.hulchul.net/index.php?showtopic=92641
U have posted this material which im attaching below and is still open...without any editing
|
Brother Ye post aap k hawalay say kee gai thee jiss main Mohabat E Rasool ko bidat karar diya gaiya thaa aap nay wahan k jawabatd aikhay thay hamari post k jawab main jo kee gain theen ?
aur jub jawab diya jata hai to samnay walay ko ye bhe nazar rakhni chaheay k asu nay kia farmaya thaa aur bhalay wo koi jawab day day aur wo sochay aus ko jawab main phool milan gay ?
Yahan ye bataya gaiya hai k jiss ko aap bidat keh rahay hain to wo doosri chezain jo baiayn kee gain hain kia wo bidat nahain hain ?
hum nay ger ye post karee to apnay maslak kee safai main kee aun ilzamat k jawab main kee jo aap hazrat nay lagay thay hamaray maslak aur hamaray aqeeday pay.
kia aap any apnay topcis apni post daikhi hain jo sirf Aehlay Sunnat Sunni Aqeday Hanafi Maslak k aqedon k khilaf hoti hain
Salman4u
Sep 18 2005, 07:30 AM
| QUOTE (khan_amer @ Sep 17 2005, 05:46 AM) |
salman bhai app ki woh post maiN nay daikhi uss per Farooqi bhai kay comments bhi daikhay..uss post ko del kerni kay sahi wajah tu Intayzamia hi bata sakay gee per itna zaroor hay uss mozoo per HC maiN barha pani.pat ki laRayiaN chiR chuki haiN...dom Milad ka mahina/mosam guzar chuka hay.... shayad intayzamia eak naye laRai say bachna chah rahee hoo..kyoN kay app kay post kerda article kay key wording bhi kuch itni achi nahi thee.... |
Assalam O Alikum
Khan Bahiiiiiiii
Bhai aap ko maloom ho ga apa nay daikha bhe ho ga aksar k main islami section main bouhat he kum aaya hon ga magar ab aaya hoon to maira is k siwa janay ko kaheen dilnahain karta jub hum apnay kisee siyasi rehnuma kee shan main kee janay wali baat ko bardasht anhain kar patay to bahi hamaray Rasool P.B.U.H jin kee ummat main say hum hain main aun kee shan main kee janay wali post ko daikh k kiya feel karta hon ga aap samjh saktay hain na bhai ?
bhai yaqeen karain bouhat dukh hota hai dil rota hai aur baaz dafa aankhon say aansu bhe chahlak partay hain aur main real main kissi k maslak ko chrdna nahain chahta magar apnay maslak pay lagay janay walay ilzamat ka jawab dayta hoon sirf
maira koi topic aap ko doosron k maslak k khilaf nahain milay ga magar daikhain aap loug bhe yahan k kuch members daylight bhai jaisay aun k topics sirf aur sirf ziyada tar sunni masklak hanafi k aqeedon k khilaf hotay hain shab e barat k khilaf aun k kitnay topics ban gay hain aap daikhain kia main nay kissi k khilaf koi topci banaya bhai
Bhai mujhay nahain maloom khan bhai k apa kiss maslak k hain magar itna janta hoon k aap musalman hai hamaray bhai hain sub ko azadi hai k wo apnay maslak pay lagay janay walay ilzamat kee safai main kcuh bol sakay
Aap nay meri post ka reply diya main is k leay aap ka shukar adda karta hoon bhaiiiiiiiiii aur jahan tak mujhay mairay topic del honay ka hai wo mujhay maloom hai k kin sahab nay kiya hai magar wo janay dain ab mujhay koi shikayat nahain
Khsuh rehain hamsiha
Allah Mian aap ka hami o nasir rehay
Daylight
Sep 18 2005, 08:25 PM
| QUOTE |
| kuch members daylight bhai jaisay aun k topics sirf aur sirf ziyada tar sunni masklak hanafi k aqeedon k khilaf hotay hain shab e barat k khilaf aun k kitnay topics ban gay hain aap daikhain kia main nay kissi k khilaf koi topci banaya bhai |
Pehli baat ke meine shab e baraat ke hawalay se kuch nahin kaha balkeh sunni hazraat ke mashoor aalim Habib ur rehman Siddique Kaandhalwi sahib ki book ke pages post kiye hain jinko Mufti Shafi Muhammad ki taeed bhi haasil hai........Ab aapkay khiyaal mein agar Mufti Shafi sahib sunni ya hanfi maslak ke khilaaf thay to aapki marzi........
Doosri baat meine ye psot kisi ke khilaaf nahin ki balkeh aik aisi rasam ke khilaaf ki hai jo islam ka hissa bana di gayi hai......Ghalat aur ghair islami rasoomaat ke khilaaf baat kerne se agar kisi ki dil-azari hoti hai to i dont care.
Salman4u
Sep 18 2005, 08:54 PM
| QUOTE (Daylight @ Sep 18 2005, 03:25 PM) |
Pehli baat ke meine shab e baraat ke hawalay se kuch nahin kaha balkeh sunni hazraat ke mashoor aalim Habib ur rehman Siddique Kaandhalwi sahib ki book ke pages post kiye hain jinko Mufti Shafi Muhammad ki taeed bhi haasil hai........Ab aapkay khiyaal mein agar Mufti Shafi sahib sunni ya hanfi maslak ke khilaaf thay to aapki marzi........
Doosri baat meine ye psot kisi ke khilaaf nahin ki balkeh aik aisi rasam ke khilaaf ki hai jo islam ka hissa bana di gayi hai......Ghalat aur ghair islami rasoomaat ke khilaaf baat kerne se agar kisi ki dil-azari hoti hai to i dont care. |
Mr.daylight behtar ho ga apnay khaiyalat aap apnay pass rakhain aur hum nay bhe mufi kee post lagai thee apnay pass say mafroozay nahain gharday na ayat ka ghalat tarjuma kiya is leay behtar ho ga k in mamlat main aap apnay labon ko jumbish na he dain to acha hai
Mr.Admin aap say request hai k daylight kee post ko read kia jaay
Daylight
Sep 19 2005, 12:24 AM
| QUOTE |
| Brother Ye post aap k hawalay say kee gai thee jiss main Mohabat E Rasool ko bidat karar diya gaiya thaa |
Hain mere hawalay se ki thi ??? Aap jis topic ki baat ker rahay hain mera khiyal hai wo eid milad un Nabi(PBUH) ke hawalay se tha aur us mein meine aik bhi post nahin ki...just go and check 
| QUOTE |
| hum nay ger ye post karee to apnay maslak kee safai main kee aun ilzamat k jawab main kee jo aap hazrat nay lagay thay hamaray maslak aur hamaray aqeeday pay. |
Meray bhai meri jaan
, Bait ke mutallik ya uski sharayee haisiyyat ke mutallik aaj tak last 4 years mein meine koi topic nahin dekha, to kisi ne ya meine khwab mein aa ker aap ke bait ke aqeeday par ilzaamat lagaye thay??? Kahan ho mere bhai
| QUOTE |
| kia aap any apnay topcis apni post daikhi hain jo sirf Aehlay Sunnat Sunni Aqeday Hanafi Maslak k aqedon k khilaf hoti hain |
For example??? Last 1 month mein i think meine sirf 2 topics hi start kiye hain ye shab e bara'at ke hawalay se , Mein jab bhi koi post kerta hon to ye nahin dekhta ke ye kis maslak ke haq mein hai aur kis maslak ke khilaaf hai , mein ye dekhta hon ke ye baat islam ke mutabik hai ya nahin, chahay wo kisi bhi maslak ke khilaaf ho.........haan agar kisi ko meri post ke kisi part par aitraaz ho to wo araam se mujhe bata de, mein uss ki clearification ker doon ga...........so easy....waisya Meine shab e bara'at ke hawalay se jo pages post kiye hain wo aapko shaaid 10th time bata raha hon ke ahle sunnat ki hi tehreer hai wo.........Kya mufti shafi ka naam aapnay nahin suna kabhi???
Daylight
Sep 19 2005, 12:36 AM
| QUOTE (Salman4u @ Sep 18 2005, 08:54 PM) |
Mr.daylight behtar ho ga apnay khaiyalat aap apnay pass rakhain aur hum nay bhe mufi kee post lagai thee apnay pass say mafroozay na hi gharday na ayat ka ghalat tarjuma kiya is leay behtar ho ga k in mamlat main aap apnay labon ko jumbish na he dain to acha hai
Mr.Admin aap say request hai k daylight kee post ko read kia jaay |
| QUOTE |
| Mr.daylight behtar ho ga apnay khaiyalat aap apnay pass rakhain |
Jo hukam mere sarkaar ka
waisay mein apnay khiyaalaat apnay paas rakhon to aapko bhi apnay paas rakhne chahaiye aur phir baki sab ko bhi to bhai iss forum pe aa ker kerna kya hai agar khiyalaat ka izhaar nahin kerna to 
| QUOTE |
| apnay pass say mafroozay na hi gharday na ayat ka ghalat tarjuma kiya |
Tarjuma Ahmad Raza Khan Barelwi ka tha...go and check the topic again.....aur agar uss tarjumay mein koi bhi arabic ki ghalati hai to bata dein.
| QUOTE |
| Mr.Admin aap say request hai k daylight kee post ko read kia jaay |
Wow meri post ki advertisment 
Aap admin ji ko kyun itni takleef detay hain saath mein url bhi de detay na 
Shab e Barat Ki Haqeeqat (Part1)
Shab e Barat ki Haqeeqat (Part 2)
Salman4u
Sep 19 2005, 02:36 AM
| QUOTE (Daylight @ Sep 18 2005, 07:36 PM) |
|
| QUOTE |
| Tarjuma Ahmad Raza Khan Barelwi ka tha...go and check the topic again.....aur agar uss tarjumay mein koi bhi arabic ki ghalati hai to bata dein |
Kiss nay kaha aap say mairay chanda main nay aun ka tarjum ais he leay nahain diya kanzul iman say k aap loug manain gay he nahain sorry aap loug nahain aap kyun k hamaray saray dosy jantay hain.
k quran ka tarjuma sub Ulma e ikram nay ek he kia hai tafseer alag alag hain aur main nay awal to imam raza ahmed khan baralvi ka tarjuma peash he nahain kiya aur aur apa bolain to janab ashraf thanvi sahab ka tarjum apeash kar doon aur hum nay tarjuma paesh kiya thaa jiss k aap ghalat means bata rahay tahy jiss ka saboot bhe peash kar diya ab aap boltay hain to ashraf thanvi sahab k peash kardoon wahan bhe aap ghalat he sabit hongay
bajay is k k Aap Allah k hazoor ek ghalat baat aur Quran ka ghalat tarjuma peash karnay pay Maafi mangain aap phir ulti baten kar rahay hain ab main apa ko batun k ain logon ko kia kaha gaiya hai jo quran ka ghalat tarjuma kar k logon k aqeeday kharab kartay hain.
Allah Aap Ka Hami O Nair Rehay
davebandi hon baralvi aehlay hadis sub k ulla nay quran ka tarjuma ek he peash kiha ia tafseer alag hain aus kee behtar ho ga ye baat aap apnay zehan main betha lain hazrat aur hum nay tarjuma peash kia wo bhe kanzuliman say nahain
Daylight
Sep 19 2005, 02:46 AM
Jo chahay aapka husn e karishma saaz karay

See my latest reply in that topic about shab e baraat .
Salman4u
Sep 19 2005, 03:53 AM
daylight ji kia main aap say mulaqat ka sharaf hasil kar sakta hoon ? plz aap mujh say zara msn pay baat karain nawazish ho gee
aur mod's plz ab is topic ko close kar dain
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please
click here.