fight good jawab n good thoughts

copy-cat
lekin ager woh aap ko thaperr maar k bhaag geya tou ?

khushi
woh aaiga tou pata chalay ga na

nanhi
haan tumsay derna he behter hei lolz

hayya
acha jawab raha aap ka ..waisay hei ajeeb he situation jo mien nay batai hei waisay aisa hota nahi haina ?

salaam
miss aflatoon

shuker hei tum naraz nahi mujh say

haan mien ab mature ho chuka hoon ..lekin tum waisay ki waisi ho jaisi keh 2 saal pehlay thi lolz

mien bhe theek hoon sab theek hein Allah ka shuker hei .mera business sahi jaraha hei .kaafi busy hoon aaj kal . ab bilkul badal gai hei zindagi