Help - Search - Members - Calendar
Full Version: Israil Ki Haqeeqat
HulChul.NET > Current Affairs & Politics > Current Affairs / Kashmir Issue
Abu Adnan
user posted image
FarOOqi
Assalam-o-alaikum,

Abu Adnan bhai !! ager zindagi rahi tu hum bhee dekh laen gey kay yehee "roshan khayal" faisla kun jang maen "israel" kay sath hee hongay...

aaj kay aalmi halaat aur iss baray maen Huzoor(saw) kee Ahadees.... baat kaafi waazey ho jatee hay....


wassalaam,
farooqi.
khan_amer
tu Gaza say inkhala kay baad wali policy Israel zyada tur chupa nahi saka! Hamas aur baaz kay mutabiq Jihad-e-Islami kay eak majmay per hamla ker hi diya...
saima56
QUOTE (khan_amer @ Sep 25 2005, 10:22 AM)
tu Gaza say inkhala kay baad wali policy Israel zyada tur chupa nahi saka! Hamas aur baaz kay mutabiq Jihad-e-Islami kay eak majmay per hamla ker hi diya...

niyat theek nahi hoo too koi har amal koo reversible kar lia jata hai......Hum loog hii sadah dil hai ka shamjhta hai ka hum inn saa taluqaat qaim kar laiin ga too yeh theek hoojaiin gaa 0-18_crazy.gif
khan_amer
QUOTE (saima56 @ Sep 25 2005, 12:09 PM)
niyat theek nahi hoo too koi har amal koo reversible kar lia jata hai......Hum loog hii sadah dil hai ka shamjhta hai ka hum inn saa taluqaat qaim kar laiin ga too yeh theek hoojaiin gaa 0-18_crazy.gif

Sada dil kahaaN woh tu baRay Sayanay haiN




Eak Kahwat hay kay Syana Kawa hi gober khata hay hahah.gif ... tu hamaray syanay ki Israel aur India kay faraaq maiN maray ja rahay haiN... hahah.gif hahah.gif
saima56
QUOTE (khan_amer @ Sep 25 2005, 02:58 PM)
Sada dil kahaaN woh tu baRay Sayanay haiN




Eak Kahwat hay kay Syana Kawa hi gober khata hay hahah.gif ... tu hamaray syanay ki Israel aur India kay faraaq maiN maray ja rahay haiN... hahah.gif hahah.gif

hahah.gif too agar woo sayana kawa hoo kar gobar kha raha hain too hua too sadha dil hii na joo siyana banana kii koosish kar raha haiin..abb unn kii sadah dilli per attack too na kariin hahah.gif
jasoos
Notice that the only country that has the guts to stand up to Israel is Iran. What does that tell you about wahabis chamchay?
FarOOqi
Assalam-o-alaikum,

wohi hoa jis ka khadsha thaa... ghaza ko khalee kartey hee wahan per Musalmano kay khilaf karwaai start ho gaee hay..

MUSH kay liyay duaen karnay walay Musalmano per missile barsa rahay haen...

waisay Hammas waghera ko bhee juloos nahee nikalnay chahiyaen thay... jab pata hay kay israeli moqay kee talash maen rehtay haen... balkay moqa na bhee ho tu bhee nikaal laitey haen.... tu iss sey guraiz karna chahiyay thaa....


wassalaam,
farooqi.
khan_amer
QUOTE (FarOOqi @ Sep 26 2005, 01:06 PM)
Assalam-o-alaikum,

wohi hoa jis ka khadsha thaa... ghaza ko khalee kartey hee wahan per Musalmano kay khilaf karwaai start ho gaee hay..

MUSH kay liyay duaen karnay walay Musalmano per missile barsa rahay haen...

waisay Hammas waghera ko bhee juloos nahee nikalnay chahiyaen thay... jab pata hay kay israeli moqay kee talash maen rehtay haen... balkay moqa na bhee ho tu bhee nikaal laitey haen.... tu iss sey guraiz karna chahiyay thaa....


wassalaam,
farooqi.

mera khayal say Hamas say jaloos nikal ker acha hi kiya hay! Israel ki karwa-i say uss ki asal intentions samnay aagyeeN haiN... ab Israel kay tankha.darooN key strategy daikhaiN kay woh iss baray maiN kiya farmatay haiN
Abu Adnan
QUOTE (khan_amer @ Sep 26 2005, 03:48 PM)
mera khayal say Hamas say jaloos nikal ker acha hi kiya hay! Israel ki karwa-i say uss ki asal intentions samnay aagyeeN haiN... ab Israel kay tankha.darooN key strategy daikhaiN kay woh iss baray maiN kiya farmatay haiN

121.gif 121.gif
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please click here.
Invision Power Board © 2001-2008 Invision Power Services, Inc.