Help - Search - Members - Calendar
Full Version: Iraqi Bomb Blast
HulChul.NET > Current Affairs & Politics > Current Affairs / Kashmir Issue
khan_amer
Kisi nay yeh khabr nahi suni ..pichlay kuch dinooN say yeh hot news bani howi hay

khabr kay mutabiq Iraq police nay do terrorist ko uss waqt rangay hathooN pakaR liya jub woh Police per firing ker kay farar ho rahay thay.. un ki car maiN eak adad bomb mojood tha bomb ussi sakht ka tha ju kay iss say pehlay car bomb dhamakooN maiN istaymaal hotay rahay haiN.... asal khabr ab shoroo hoti hay doni terrorist Britain army kay jawan thay jinhooN nay arabooN ka sawang bher rakha tha... arabic akhbar kay mutabiq UK army in donoo ko Tanks ki madad say chuRa ker lay gayee jub kay UK govt kay mutabiq in donoo ko baat cheet kay zaria azaad kerwaya gaya.. report maiN yeh bhi kaha gaya hay kay kay dono ka zehni tawazun durust nahi tha...
FarOOqi
QUOTE (khan_amer @ Sep 21 2005, 09:04 PM)

Assalam-o-alaikum,

hummm... nice point... maen ney news maen yay nahee paRha tha kay wo roop dharay hoey thay..... iss sey tu kaafi kuch samajh maen aa raha hay..

waisay maen ney kaafi pehlay post kee thee aik thread "musaad ka iraqi agent".. oos maen bhee waazey bataya gaya tha about bomb blasts in iraq jis sey musalman hee mer rahay haen...

yay kuffar koi moqa hath sey janay nahee daen gey jis sey haqeeqi Mujahideen ko badnaam kiya ja sakay...

wassalaam,
farooqi.
khan_amer
arab news channels kay mutabiq yeh dono baqaiyda fouji thay.. yani jasoos ya under cover agent na thay...

agr yeh baat sahi hay.. go iss sadaqut mushtaba nahi hay kyoN kay UK ki govt nay yeh iqraar kiya hay kay uss nay yeh fouji baat cheet say azaad kerwaye haiN..

pichlay Dinon Kazmain maiN honay wali huRboting maiN Al-qaida ka kirdar, aur Baghdad maiN honay walay tamam khud kush hamlay jin ka target sirf awam howa kertay thay mashkook hogay haiN... Iraqi govt. internally bhi iss waqay say shadeed mutasir howi hay.. yeh baat tu aam hay kay Iraq maiN constitution ko lay ker shadeed ikhtaylafaat paye jatay haiN.. iss waqaye nay un ikhtaylaafaat ko mazeed hawa day dee hay.. kyoN kurd americi haleef taswur kiye jatay haiN aur zyada zid un ki taraf say hi samanay aa rahi thee.. khair yeh tu eak zamni baat thee...

ab daikhaiN kay oonT kis karwaT baiThta hay.. kyoN kay BBC arab service aaj kul inn ilzamaaat ka jawab daynay maiN masroof hay... herat angaiz baat yeh hay kay mujhay yeh khabar CNN, BBC aur FOX news per nazr nahi ayee..ho sakta hay kay unhooN nay iss ka zikr kiya ho.. per yeh log tu aisay waqayaaat per jin maiN muslmaan involve hooN haftooN ghaseeTtay haiN...
*RAJA*
QUOTE (khan_amer @ Sep 22 2005, 08:04 PM)
Kisi nay yeh khabr nahi suni ..pichlay kuch dinooN say yeh hot news bani howi hay

khabr kay mutabiq Iraq police nay do terrorist ko uss waqt rangay hathooN pakaR liya jub woh Police per firing ker kay farar ho rahay thay.. un ki car maiN eak adad bomb mojood tha bomb ussi sakht ka tha ju kay iss say pehlay car bomb dhamakooN maiN istaymaal hotay rahay haiN.... asal khabr ab shoroo hoti hay doni terrorist Britain army kay jawan thay jinhooN nay arabooN ka sawang bher rakha tha... arabic akhbar kay mutabiq UK army in donoo ko Tanks ki madad say chuRa ker lay gayee jub kay UK govt kay mutabiq in donoo ko baat cheet kay zaria azaad kerwaya gaya.. report maiN yeh bhi kaha gaya hay kay kay dono ka zehni tawazun durust nahi tha...

hahah.gif bhai jee mujahdeen khaan rehaty hain iraq main... yes
so agher wu.................. dhamkay karin beghuha loghoun ko marian tu oun ka sath koun dey gha....?
kitni bari bewaqufi hai keh aapnoun ko hi martay jaoooo.............
100 iraqi martay hain aik american...... hahah.gif hahah.gif
afghnistan main eysa kioun nehi ho raha?
kiyoun keh taliban ko pata hai keh muqami himayaat kay bigher wu aik qadam enhi chal sakty
agher wu road par dhmaky karnay lagh jain tu natija oun kay haq main nehi niklay gha............
asal main american hi yeh sub kar rehay hain..keh muqami himyaat say mujahideen mehroom houn...
zara orgiiiiiiiiiiiiiissssssssss par jain (aap ki taruf may be na open ho)
wahn ju vedio hain tuba tuba.......
543.gif 543.gif
asal main usa iraq main ju zulm kar raha hai..oss ko chupnay kay liyeh yeh sub kr raha ahi keh dekho yeh kitnay zalim hain...etc......................................... duas.gif
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please click here.
Invision Power Board © 2001-2008 Invision Power Services, Inc.