1st dakoo:woh jo us table par shakhs baitha hai na!!
2nd dakoo:kon ??waha to 6 admi baithay hain??
1st dakoo:woh jis ki darhi hai
2nd dakoo:magar darhi to sab ki hai??
1st dakoo:woh jis nay cap pahni hoi hai
2nd dakoo: laikin cap to sab nay pahni hoi hai??
1st dakoo:woh jis kay samnay chaiy ki piyaali hai
2nd dakoo: yaar piyaali to sab kay samnay rakhi hoi hai
aab pehla dakoo jhunjla kar ghussay main khara hua aur 6 main say 5 ko goli mar di aur bola
woh jo zinda hai woh mera sab say bara dushman hai!!