FarOOqi
Sep 23 2005, 10:35 AM
Assalam-o-alaikum,
Daily Jang kee updated news maen hay;
yay tu pareshani waali baat hay kay inn "jhatkon" kee "source" kay baray maen kisee ko nahee pata ..
wassalaam,
farooqi.
Abu Adnan
Sep 23 2005, 10:57 AM
Allah raham karay ...
Daylight
Sep 23 2005, 11:45 AM
may be some underground blasts......
Salman4u
Sep 23 2005, 01:02 PM
Farooqi Bhai
Yeah hum ko bhe news milli hai in zalzalay k jhatkon kee Allha Main rehaim Farmay Aur Sub Ko Apni Hifzo Aman Main rakhay Ameen
kamil_surfaroosh
Sep 23 2005, 01:06 PM
ajeeb baat hay kai pakistan mai mojood zulzala record kernai walai kisi mahakmai nai un ko record nahi kia .
aur yeh abb kaye baar ho gaya ha kai defence clifton mai zulzala aa raha hay magar koi record nahi ho paa raha .
kaheen koi nuclear tests to nahi ho rahay pakistan kai kareeb samandar mai ?
abhi kuch din pahlai bhi karachi kai sahil per lakhoon ki tadaad mai muchliyan murda paye gayein theen .
Abb pata nahi asel hakikat kia hai ?
FarOOqi
Sep 23 2005, 04:10 PM
| QUOTE (kamil_surfaroosh @ Sep 23 2005, 08:06 AM) |
ajeeb baat hay kai pakistan mai mojood zulzala record kernai walai kisi mahakmai nai un ko record nahi kia . aur yeh abb kaye baar ho gaya ha kai defence clifton mai zulzala aa raha hay magar koi record nahi ho paa raha . kaheen koi nuclear tests to nahi ho rahay pakistan kai kareeb samandar mai ? abhi kuch din pahlai bhi karachi kai sahil per lakhoon ki tadaad mai muchliyan murda paye gayein theen . Abb pata nahi asel hakikat kia hai ? |
Assalam-o-alaikum,
yes, point to be noted... kuch tu ho raha hay... Defense maen mairey jo relatives haen unhon ney khud mehsoos kiyay haen iss sey pehlay honay walay jhatkay...
dekhtay haen kya baat saamnay aatee hay aaenda kuch dino maen...
wassalaam,
farooqi.
Salman4u
Sep 23 2005, 04:17 PM
Hmm
Yaar Farooqi Bhai Aur Kamil Bahi aap logon nay baat t o sochnay wali kee hai yaar aesa waqi mumkin ho sakta haiiiiiiiii yaar
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please
click here.