Salman4u
Sep 23 2005, 01:15 PM
Ummed hai ji aap khaireat say hongay arry janab topic ka naam daikh k pareshan har giz nahain hoeay ga
bahalat e majboori ye topic post kiya gaiya hai
guzishta ek saal say hamaray sath ye problem ho raha hai k hum jub apni Salman4U kee id pay login hotay hain TO post kartay kartay achanak say hum Salman kee jaga Saima56 ban j atay hain aur phir sign out ho k dobara salman4u ke id pay aana parta hai aesa kyun ho raha hai hamaray sath aur sirf saima56 kee he id say he hamaray sath ye problem hota haiiiiiii
ek baar hum pay yahan hamaray ek hazbay ikhtelaf k dost nay hamain Saima56 honay ka ilzam bhe laga diya thaa k hum aur saima ek he hain.
Array bhi saima aap k sath ye problem nain hoti kiya ? kaheen tum hamari pardosan to nahain ho jo same cable net use kar rahee ho ?
Plz zara hamain bataya jaay k aesa kyun ho raah hai warna kaheen phir say hamaray upper ilzam na lag jaay k hum aur saima ek hain
Khalish
Sep 23 2005, 02:40 PM
Salaam 
Cable ki he gar.bar lagti hai.. mazeed kuch kehne ki gunjaaish nahi hai... Lekin aap acche parosi hone ka saboot dijiay aur unki ID se bach kar rahiye.
Khush RahaiN
Daylight
Sep 23 2005, 02:55 PM
| QUOTE (Khalish @ Sep 23 2005, 02:40 PM) |
Salaam 
Cable ki he gar.bar lagti hai.. mazeed kuch kehne ki gunjaaish nahi hai... Lekin aap acche parosi hone ka saboot dijiay aur unki ID se bach kar rahiye.
Khush RahaiN |
saima56
Sep 23 2005, 03:01 PM
| QUOTE (Khalish @ Sep 23 2005, 02:40 PM) |
Salaam 
Cable ki he gar.bar lagti hai.. mazeed kuch kehne ki gunjaaish nahi hai... Lekin aap acche parosi hone ka saboot dijiay aur unki ID se bach kar rahiye.
Khush RahaiN |
Assalam O Alikum
Khalish Ji hum nay is h e leay to bata diya k saima kee id hamaray pass show hoti rehti hai saima56 hazb e ikhtelaf say talooq rakhti hain magar haamri behna hain aur ab to pardsan bhe ho gain hain hamari hmm bay fikar rehain hum achay bhai behan ban k he rehain gay Inshallah
magar sochain kitna ajeeeb lagay ga ger saima nay koi post karee Jamat E Islami Kee aqqedat main aur naam likha hoowa aagiya Salman4U lolz.......
aur Salman4U nay koi post karee Qltaf Hussain Bhai kee aqqedat main Naam Likha Aagiay Saima56 TO KAISA LAGAY GA LOUG SOCHAIN GAY YE KAISA Inqilab aa gaiya haiiiiiiiiii hahahaha
Salman4u
Sep 23 2005, 03:04 PM
Ya Allah Abhi bola aur abhi ye ho gaiya Bhai ye post main nay kee hai opper wali aur naam aa raha hai saima behan ka plz kuch karain warna mujh pay blames lag jain gay plzzzzzzzzz
Salman4u
Sep 23 2005, 03:07 PM
| QUOTE (saima56 @ Sep 23 2005, 10:04 AM) |
yeh problem 3 years saa hai, main na jab sa cable net use karna start kia hai, kabhi salman4u too kabhi koi aur, mai jab bhi hulchul kholti hoo too kissi aur hii ka address login hua wa hoota hai, i think chaching problem but masla baaz auqat ajeeb hoojata haiin jaisa aik hafta pehla aap ka pm mere paas khul gaya
and salman we r use a cable net who has more than 600 users and coverage is from gulshan to fb area and its spreading day by day so its definatly not sure that we belongs to same area may be u r from one corner and i m from other |
Saima ab to waqi main dar lagnay laga hai janti ho na yahan ilzamat kitni jaldi lag jatay hain mujhay kitni baar lougon nay salman k bajay saima kehna shuru kar diya thaa k tumhari 2 id's sahin ek salman ki aur ek saima kee lolz..... ab dar lagta hai waisay u live in F.B Area ?
saima56
Sep 23 2005, 03:09 PM
| QUOTE (Salman4u @ Sep 23 2005, 03:04 PM) |
| Ya Allah Abhi bola aur abhi ye ho gaiya Bhai ye post main nay kee hai opper wali aur naam aa raha hai saima behan ka plz kuch karain warna mujh pay blames lag jain gay plzzzzzzzzz |
salman bhai always see the urs name at logged in as then reply take ccare
saima56
Sep 23 2005, 03:10 PM
| QUOTE (Salman4u @ Sep 23 2005, 03:07 PM) |
| Saima ab to waqi main dar lagnay laga hai janti ho na yahan ilzamat kitni jaldi lag jatay hain mujhay kitni baar lougon nay salman k bajay saima kehna shuru kar diya thaa k tumhari 2 id's sahin ek salman ki aur ek saima kee lolz..... ab dar lagta hai waisay u live in F.B Area ? |
yahan loog shamjhdaar haiin kuch nahi hooga. aur mai kyun bataoon, aap koo kya karna hai mera address
Salman4u
Sep 23 2005, 03:13 PM
| QUOTE (saima56 @ Sep 23 2005, 10:09 AM) |
| salman bhai always see the urs name at logged in as then reply take ccare |
EK BAAT TO PAKI HAI SAIMA Kal say loug mujhay JAmati kehna shuru kar dain gay daikhna
Behna ek kaam kartay hain post k last main hifzay ma tataqdum k tour pay apan naam likh daytay hain hum loug
Salman4U
Salman4u
Sep 23 2005, 03:16 PM
| QUOTE (saima56 @ Sep 23 2005, 10:10 AM) |
yahan loog shamjhdaar haiin kuch nahi hooga. aur mai kyun bataoon, aap koo kya karna hai mera address |
yAAR TUM LARKIAN ITNI shaqqi kyun hoti ho array meri achee see pyeari see gurdia behna main add nahain mang raha sirf pooch raha hoon F.B Area bouhat barda hai itna bata do sirf behna K F.B Area main rehti ho k nain Makan no bhe mang raha main aap say
Salman4u
Sep 23 2005, 03:17 PM
| QUOTE (saima56 @ Sep 23 2005, 10:10 AM) |
yahan loog shamjhdaar haiin kuch nahi hooga. aur mai kyun bataoon, aap koo kya karna hai mera address |
Samhdar logon main say he ek nay aaj say derad saal pehlay mujh salman k bajay saima56 kehna shuru kar diya thaa behna jiiiiiii kiss dunia main rehti ho tum
AI-Irhab
Sep 23 2005, 03:24 PM
Aesa merey saath kion nahi hota saima ji
waqai bari interesting shikayet hay

'
Salman4u
Sep 23 2005, 03:28 PM
| QUOTE (AI-Irhab @ Sep 23 2005, 10:24 AM) |
Aesa merey saath kion nahi hota saima ji
waqai bari interesting shikayet hay '
|
Hain

Mujhay SAIMA BOL Rahay hain aap

bhai kuch to khaiyal karo abhi kunwara hoon ger sub mujhay saima he manay lagain gay to sari zindagi aesay he guzar jaay gee bhai
Salman4u
Sep 23 2005, 03:31 PM
| QUOTE (Daylight @ Sep 23 2005, 10:24 AM) |
Ab mujhe andaza ho gaya ke admin ne editing option kyun un-able ker rakhi hai........kaafi kuch saamne aa jaata hai aur edit bhi nahin ho paata |
Aap Hans rahay ho aur main ro raha hoon ye soch k k sub larkian ab mujahy saima samjhna shuru kar dain gee
mona_c
Sep 23 2005, 03:57 PM
sirf ilzaam hi kyun lagen kaafi faida uthaya jaa sakta hai salman ji
Khalish
Sep 23 2005, 04:49 PM
| QUOTE (mona_c @ Sep 23 2005, 01:57 PM) |
sirf ilzaam hi kyun lagen kaafi faida uthaya jaa sakta hai salman ji |
Abu Adnan
Sep 26 2005, 12:03 PM
| QUOTE (Khalish @ Sep 23 2005, 04:49 PM) |
Kyon dou shareef logooN ko behka rahi haiN aap
Khush RahaiN 
This post is now closed with this observation 'if you use a cable connection, please ensure that you are logged in with your own ID' |
aik baat meray zehan maiN bhi aye hai.
agar saima aur salman (aur iss prob ka shikaar degar log) HC closed karnay say qabl HC say "Log Out" bhi hojaya karaiN to shayad yeh prob pesh nah aaye....... kafi arsah pahlay yeh prob meray saath bhi thee.
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please
click here.