FarOOqi
Sep 27 2005, 02:33 PM
Assalam-o-alaikum,
nice, acha kiya aap ney share kiya iss interview ko, maen bhee soch raha tha kay isay post kiya jaey..
aakhri sawal aur oos ka jawaab unn Musalmano kay liyay aankhaen kholnay kay liyay kaafi hay jo israel kee iss "qurbani" per oos kee himayat ker rahay thay..
wassalaam,
farooqi.