baba yeh AAM kitnay rupay kilo hai??
phal wala :30rupay kilo.
khareedar:yeh saara tol do .
phal wala:naii um tum ko saara naii day ga.
khareedar:kuun? mujh ko yeh saara aam chahiyay.
phal wala:par um tum ko saara naii day sakta.
khreedar:laikin kuun ??main poray paiasay doon ga bhaii.
phla wala:oo khocha! tum samjta naii aiy um tum ko saara day dayga to baichay ga kia ??