QUOTE(Khalish @ Oct 29 2005, 04:15 PM)

Atif 
Mashaa.allah buhot khoob nazraana.e.aqeedat paish kiya hai aap ne sarwar.e.kaeenaat SAW ke huzoor.
Duaa hai keh isse sharaf.e.qabooliyat ataa ho .. Aameen
Khush RahaiN

Wasalam Khalish bhaee!
Complements aur DuaooN ka bohat shukriya.
Khush rehiya,
Aatif
QUOTE(Saadi @ Oct 29 2005, 04:19 PM)

Bohat Khoob TM
Shukriya Sadi

QUOTE(Dua!! @ Oct 30 2005, 12:05 PM)

jazak`Allah (f)
bahut khobsorat.....thanks for sharing

Dua
Khush rehiya sada aur duaooN main yaad rakhiya