bela
Jun 5 2006, 11:29 AM
KamlaJatt
Jun 5 2006, 11:50 AM
bela
Jun 5 2006, 11:58 AM
KamlaJatt
Jun 5 2006, 12:16 PM
bela
Jun 5 2006, 05:41 PM
sisaktey lab
Jun 6 2006, 01:26 AM
Tere Ishq Ne Saathiya Tera Haal Kya Kardiya
Tere Ishq Ne Saathiya Tera Haal Kya Kardiya
Gulshan Bhi To Ab Veerana Lagta Hai
Har Aapna Hum Ko Begana Lagta Hai
Hum Teri Yaadon Mein Khoye Rehte Hai
Log Hume Pagal Deewana Kehte Hai
Tere Bina Tere Bina
Tere Bina Naamumkin Hai Zindagi Ka Guzara Sanam
Ho Zindagi Ka Guzara Sanam
KamlaJatt
Jun 6 2006, 09:24 AM
*NANHI PARI*
Jun 6 2006, 11:21 AM
lamha lamha lamha zindagi hai
lamha lamha kal tha aaj bhi hain
ek lamha hai tumhara ek lamha hai hamara
aaon lamhon ko mila de zindagi phir bana de
lamha lamha lamha zindagi hai
lamha lamha kal tha aaj bhi hain
*sanjha*
Jun 6 2006, 01:44 PM
sanjh ki pighalti dhoop mein makhmali saweera khul gaya, oo chataon ki mehki dund se surmai saweera khul gaya.
akhyon mein sajna we satrangi koi sapna,
dil mein he teri yad sajan phir kesi doriyan,
tu jo na ho mere pas to he phir bhi teri yad kiya
sajna oo beliya rha jae na tere bina
lage na jiya........
*NANHI PARI*
Jun 6 2006, 02:15 PM
Aazmaale aazmaale aaj khud ko aazmaale
Phirta hai kab se yeh dil sambhaale
Boliye lab pe ruke hain tere sajde mein jhuke hain
Pal pal bhikre hain kitne ujaale
Kya karoon kya sochta hai chain dil ka dhoondta hai
Apni kismat ko jagaale beech ka parda uthaale aazmaale
Aazmaale aazmaale aaj khud ko aazmaale
Phirta hai kab se yeh dil sambhaale
Boliye lab pe ruke hain tere sajde mein jhuke hain
Pal pal bhikre hain kitne ujaale
bela
Jun 6 2006, 02:19 PM
QUOTE(KamlaJatt @ Jun 6 2006, 09:24 AM) [snapback]2148920[/snapback]
o ya ... ok ji happy mairage ...
Shadi par kursiyaan lagwaani hooon to raabta kar laina
Sharmaa rahi ho kiya
poochnay do naa
shooting
konsi shooting
kisski killing ka iraada haiy
[size=4][/size] thanx
nahi kursian nahi lagwani agar lagani b hain tu london main ho gi shadi
tum khan aao gay
is main sharmannay ki kia baat hai

lolz
g nahi tum bohut questions pouch rhay ho kis magazine main aaya ga mera interview?
KamlaJatt
Jun 6 2006, 03:50 PM
QUOTE(bela @ Jun 6 2006, 01:19 PM) [snapback]2148974[/snapback]
thanx
nahi kursian nahi lagwani agar lagani b hain tu london main ho gi shadi
tum khan aao gay
is main sharmannay ki kia baat hai

lolz
g nahi tum bohut questions pouch rhay ho kis magazine main aaya ga mera interview?

Mantion Not
Tumhaara London koi dunya saiy bahir jaga haiy kiya
u better know
Magzins mai Stars k aataiy hain Interview
*NANHI PARI*
Jun 6 2006, 03:58 PM
leke dil lamha tanhaai ka
tham gaya sama yeh judaai ka
leke dil lamha tanhaai ka
tham gaya sama yeh judaai ka
khaamosh kyon aawaaz hain
jaane chhupa kya raaz hain
huaan hain dil akela
andheron se nikal ke
aaya hain yeh ujaala deewaron se nikal ke
dekhi nahi aisi kahi duniya nayi sabse judaa sabse alag
sabse alag sabse alag aa sabse alag
aasmaan bata use kya huaan
ho aye khuda gunaah jaane kya huaan
aasmaan bata use kya huaan
ho aye khuda gunaah jaane kya huaan
badla sa kyon hain har raasta tu hi bata
dekha jo yahaan usne aaina badalke
paya sada hain usne yeh dil ko machalke
aaisa yahaan koi nahi haa
chehra mila woh hain judaa woh hain alag
sabse alag sabse alag aa sabse alag
aaisa dil dara dara tha yahaan
jaane kyon dara dara tha bataa
mujhko toh saathi aaisa mila
sehma sa tha woh iss bheed mein jo
tanha tanha tanha tanha
chala hain jabse woh zamane se sambhalke
mili hain use manzil haa kaanton pe chalke
hoga nahi aaisa koi ab dusra woh hain judaa woh hain alag
sabse alag sabse alag aa sabse alag
bela
Jun 6 2006, 09:00 PM
sisaktey lab
Jun 6 2006, 09:19 PM
Ek Ladki Jiski Aankhen Yeh Kehti Hai
Main Usko Achcha Lagta Hoon Oh Oh O
Pyar Ki Baato Se Jaane Kyon Gabhraati Hain
Pyar Ki Baato Se Jaane Kyon Gabhraati Hain
Koi Bataye Kaise Pagli Ko Samjau Oh Oh O
Ek Ladka Jiski Aankhen Yeh Kehti Hai
bela
Jun 7 2006, 03:46 PM
ankh hai bari bari aur tum muskaranay ki baat kartay ho.........
KamlaJatt
Jun 7 2006, 04:39 PM
bela
Jun 7 2006, 06:12 PM
QUOTE(KamlaJatt @ Jun 7 2006, 04:39 PM) [snapback]2149149[/snapback]
[color=#3333FF][font=Comic Sans Ms][size=4]Hmmm
Tum London Lalu Khait ko to nahi kehti
U r too Star
konsa star
Wo Taara to nahi jo Din ko nazar aata haiy
Acha abb song

g nahi duffer
main b star houn tumhynain samajh nahi ayay gi

haan wohi wala
Thirsty Sea
Jun 7 2006, 08:43 PM
Its the time to DISCO
sisaktey lab
Jun 7 2006, 10:56 PM
QUOTE(Thirsty Sea @ Jun 7 2006, 08:42 PM) [snapback]2149182[/snapback]
Its the time to DISCO
teree is jahan main aa kahuda
woo nahi tuu lagta hai kuch nahi
nahi hoo kai bhi wo har jaga
keroo kiun yaqen kai wo ab nahi
teree is janhan main ay khudaa
woo nahi tu lagta hai kuch nahi
*hayaa*
Jun 7 2006, 11:41 PM
Samjhoo naaa kuch too samjho naaa......
aalam betabyun ka kaise tunmko bataein,
dill kee pecheeda rahein chahein tumko hee chahein.
kaee baar tumse kehna yeh chaha magar keh naa paae jane jaan,
karo na karo tum hum pey bharoosa hum nein nibhaee hai wafaa.
jabb dekho ge tuim gaor se aaein ge bass humm heee nazar,
Dill lagao ge kissi aur se to hoga woh peyar beaasar.
Yahee baat apni samajh mein na aaee,
mohabat hai yaaa hai yeh sazaaa.
tumhin chahne kee saza hum nein paae,
huwi humse aaisee kia khata.
teri yaadoon mein katt jaee dinn Dua mein sarri raat guzre,
koi jane na hum pe janemann kaise kaise halat guzre!!!!!
aaireykhushi
Jun 7 2006, 11:47 PM
har khuwab izhar hai...
aisa yeh pyar hai
farhan_112
Jun 8 2006, 12:32 AM
humien aur jeenay ki chahat na hoti ager tum na hotay khushi ager tum na hotay lolz
aaireykhushi
Jun 8 2006, 12:50 AM
silsilay yaadon ke tootey nahe
paali hai manzil sapne sabhi
par jaana door hai dil majboor hai
ke hain imtehaan or bhi
farhan_112
Jun 8 2006, 12:54 AM
kabhi kabhi meray naak mien oh ho dil mien khayal aata hei
keh jaisay tujh ko banaya geya hei meray liye lolz
sisaktey lab
Jun 8 2006, 01:22 AM
QUOTE(farhan_112 @ Jun 8 2006, 12:54 AM) [snapback]2149239[/snapback]
kabhi kabhi meray naak mien oh ho dil mien khayal aata hei
keh jaisay tujh ko banaya geya hei meray liye lolz

well aj ap ne apnay asool torr diyah
dekh ker khushi hoi aj ap apni ziyati post sai hat ki dosrii jaga bhi nazar aye
*NANHI PARI*
Jun 8 2006, 03:33 PM
tu pyaar he kisi aur ka tujhe chahta koi aur he
*sanjha*
Jun 8 2006, 06:46 PM
mahi way mohabbatan sachiyan nye, mangta naseeban kuch or he,
kismat de mare aseen ki kariye,
kismat te kis da zor he
*NANHI PARI*
Jun 9 2006, 12:34 PM
tum..dil mein shareek huey AAHISTAA AAHISTAA
Rooh k qareeb huey AAHISTAA AAHISTAA
sisaktey lab
Jun 9 2006, 09:08 PM
wada raha piar sai piar ka ab hum na hoon gay juda
MissAflatoon
Jun 10 2006, 08:59 AM
i dedicate this song to my best friend
akailey hum
akailey tum
jo hum tum sang hai
to phir kia gham..... :
KamlaJatt
Jun 10 2006, 09:46 AM
Aiy Mairaiy
Humsafar
Ekk Zara Intazaar
Sun Sadaayain
Dai Rahi hain
Manzil
Peyaar ki
Abb haiy judai ka mousam
do pal ka mehmaan
kaisaiy naa jayeh ga andhaira
kiyoon naa thamai ga toufaan
Kaisaiy naaaaa Millaiy gi
Manzil peyaar ki
Peyaar nai jahan pai rakha haiy
jhoom k qadam ekk baar
wahin saiy khula haiy koi rasta
Wahin saiy girri haiy deewaar
Rookaiy kab rukki haiy
Manzil peyar ki
*NANHI PARI*
Jun 10 2006, 05:13 PM
deewani mein deewani
sajan ki deewani
KamlaJatt
Jun 10 2006, 05:45 PM
Kitnaiy Armaa'n Maan maan
Jaagaiy tairaiy waastaiy Sohniyeh
ALL DAY ALL NIGHT Mujhko yaad satayeh Tairi
Haye haye Yaad Saatayeh tairi
Dil ki baat samajhlaiy karlaiy dil ki heera phiri
Mujhko yaad satayeh Tairi
*hayaa*
Jun 10 2006, 11:07 PM
Khoya hai paa k jiss nein peyar mein hun naa
bechain hai mein hun beqarar mein hun naa
koi to ho aisa jissko apna keh sakun,
koi to ho aisa jiss k dill mein reh sakun,
jo bandhan tootey jo apney roothey,
paas aajaein phir sey dooreeyan,
yeh kun hota haiiiiiiiiii,
k dill rotaaaaaaa hai,
bebas hojati hai yeh zuban,
apney to sarey iss kinare reh gae,
tanha chalajo uss paar mein hun na,
jahan bhi mein jaun,
jahan bhi mein dekhun,
sare chere beganey sey hein,
kabhi koi tha,
jo mera hee tha,
yeh qisey abb afsaney sey hein,
kall zindagee nein khel kheley they naey,
kuch lo jeetey...jeet k sabblegaey,
hissey mein aaee jiss k haar mein hun naa,
khoya hai paa k jiss nein peyar mein hun na........
aaireykhushi
Jun 11 2006, 02:18 AM
dil nah lagaate toh acha thah
nah muskuraate toh acha thah
tum hanstey hanstey jaana
humko deewana kar gaye
KnOwN_StRaNgEr
Jun 11 2006, 05:02 PM
FAna yeh dil hua Fana
aaireykhushi
Jun 11 2006, 10:11 PM
Cham se se bole chamak ke jab chanar bole
khuwab dekha hai ankh ka khumar bole
khuwab chalke toh ankh se tapak ke bole
jharna chalke toh pora aabshaar bole
Urzu urzu durukut
*NANHI PARI*
Jun 12 2006, 02:52 PM
yaro yehi dosti he
qismat se jo mili he
sisaktey lab
Jun 12 2006, 07:29 PM
Mere saath chalte chalte... yeh kahan tehar gaye tum ... ye safar katte ga kaise jo abi se darr gaye tum....
MissAflatoon
Jun 13 2006, 09:28 AM
Jo tum ko ho pasand wohee baat kahein gey
Tum din ko ager raat kaho,raat kahein gey
Daetey na aap saath to mr jatey ham kabhee key
Poorey huey hain aap sey armaan zindagee key
Ham zindagee ko aap ki soghat kahaein gey
Tum din ko ager raat kaho raat kahaein gey
Jo tum ko ho pasand wohee baat kahaein gey
Chahaein gey,nibahaein gey,sarahaein gey aap hee ko
Ankhon mey dam hey jab tak daekhein gey aap hee ko
Apnee zubaan sey aap key jazbaat kahaein gey
Tum din ko ager raat kaho raat kahaein gey
Jo tum ko ho pasand wohee baat kahaein gey
copycat
Jun 13 2006, 10:25 AM
mere hath mai tera hath hoo
sari janateen mere sath hoon
tu jo paas ho to kia yeh jahan
tere pyaar main ho jaon fana
*NANHI PARI*
Jun 13 2006, 11:04 AM
yeh kahan aagaye hum
tere saath chalte chalte
copycat
Jun 13 2006, 11:23 AM
jana ek kahani suni jis main thi ik pari jis pe sab thay fida
jana hai mujhay ye yaqeen hai yahi wohkahi dhondh dhondho zra
KnOwN_StRaNgEr
Jun 13 2006, 09:57 PM
subhan Allah ---------------> Fana
*NANHI PARI*
Jun 13 2006, 10:54 PM
falak dekhun...zameen dekhun
jahan dekhun tera chehra wahin dekhun
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please
click here.