Wet Eyes
Aug 24 2006, 11:52 PM
Moqa milay ga to ham bata dain gay
tume kitna payar kartay hain sanam
Dil apna cheer k ham dikha dain gay
tume kitna payar kartay hain sanam
cute_kanwal
Aug 25 2006, 02:10 PM
Pehli Baar Dil Yun Beqaraar Hua Hai...
Aisa Lag Raha Hai Jaisey Piyaar Hua Hai.................
*Kainaat*
Aug 25 2006, 02:21 PM
Awaaz do humko.. hum khoo gay
kab neend se jaagay kab soo gay
*sanjha*
Aug 25 2006, 03:18 PM
is jahan ki nahi hein tumhari ankhein, asman se ye kis ne utari ankhein.......
desi rani
Aug 25 2006, 03:31 PM
tum bin jiya jaye kaise
*Kainaat*
Aug 25 2006, 03:34 PM
wo jo hum meen... tum meen
Qarar tha..
Tumhe yaad ho ke na yaad ho....
desi rani
Aug 25 2006, 03:35 PM
tum mere saamne main tere saamne
*Kainaat*
Aug 25 2006, 04:21 PM
Ayay ho meri zindagi meen..
tum bahaar ban ke...
cute_kanwal
Aug 25 2006, 07:44 PM
Baharon Phool Barsao
Mera Mehboob Aya Hai..
Mera Mehboob Aya Hai...
*Kainaat*
Aug 25 2006, 08:09 PM
Ye Lamhe ye Pall
hum barsoon yaad karain gay...
ye moosam chalay gay tu hum faryaad karain gay...
Wet Eyes
Aug 25 2006, 11:07 PM
aankhon se tu door hay, dadhkano ke pass hay
tari har yaadain sanam, kehtay hain kha ke ham qasam
ban ke laboo pe payaas hay,
aankhon se tu door hay
dadhkano ke pass hay
cute_kanwal
Aug 25 2006, 11:24 PM
kabhi jaagey soye......
kabhi hanstey gaatey.....
kabhi tanha tanha....
kabhi atey jatey.....
dil dharakney lagey...
be wajeh be sabab....
kiya isi ko mohabbat kehtey hain sab .....
Wet Eyes
Aug 25 2006, 11:28 PM
Tanhaai Tanhaai Tanhaai
Donoo ko pass lay aai
Payar main beh gay 2 Dil
Moj yeh kaisi aai
cute_kanwal
Aug 25 2006, 11:35 PM
Hogi kisi ko ye pehchan kaisey....
piyaar mai hotey hain qurban kaisey...........
ham ko ye maloom na tha..........
piyaar bhi ik samjhota hai...
aye dil dil ki dunya mai aisa haal bhi hota hai...........
Wet Eyes
Aug 25 2006, 11:37 PM
Dil main ho tum
aankhon main tum
bolo tume kaisay chahoon
pooja karon
sajda karon
jaisay kaho
waise chahoon
cute_kanwal
Aug 25 2006, 11:41 PM
Mohabbat ne Mohabbat ko.....
Mohabbat sey pukara hai..............
Wet Eyes
Aug 25 2006, 11:45 PM
Pehli baar milay hain
miltay hi Dil nay kaha..............
cute_kanwal
Aug 26 2006, 11:00 AM
akar bakkah bambey bo...
beemaar huey bachey so............
*Kainaat*
Aug 26 2006, 01:26 PM
Raat ke hatheli pe chand jagmagata hai
uss ke narm kirnoo meen tum ko dekh ker
dill darak sa jatta hai...
cute_kanwal
Aug 26 2006, 04:56 PM
Dharkan kiya kehti hai
samjho isharaaaaaaaaaaa
aaj sey janeman dil hai tumharaaaa
desi rani
Aug 26 2006, 05:41 PM
afsana ban gayi hoon main tere pyar ka
*Kainaat*
Aug 26 2006, 05:57 PM
Naam adaa Likhna.....
baraf pare tu baraf pe mera naam wafa Likhna...
*hayaa*
Aug 26 2006, 06:04 PM
Gum Sum Ho Kyun......Paas Aao Na
Roothey Ho Kyun........Maan Jao Na
KamlaJatt
Aug 26 2006, 06:07 PM
Tu nai mujhko
Deewaana kiya
kuch iss qadar
aik tairiay siwa
kuch naa aayeh nazar
tu hi tu
daikhoo'n jidhar
*Kainaat*
Aug 26 2006, 06:19 PM
Paanion pe chal rahay hain
kashtiyian bhi jal raheen hai... ho
ye Kinaaray.. na tumharay na hamaray .. hoo
aaireykhushi
Aug 26 2006, 07:22 PM
Afsanaa bana ke bhool nah janaa
dewaana bana ke duur nah jana
KamlaJatt
Aug 27 2006, 09:51 AM
Wo Yaar maira
Wo Peyaar maira
aayaa hi milnaiy ko
Cham cham chamkaiy
mairi Nindiyaa
Urr urr gayee nindiyaa ho
k dhak dhak dil maira dharkaiy
k shoola seenaiy mai bharkaiy
haiy haiy
Kaisaiy miloo'n unsaaaaaaaaaiy hooooooo
Where u have been khushi ki bachi
KamlaJatt
Aug 27 2006, 10:24 AM
Pehlaiy kabhi
naa humnaiy kaha
lo aaj sanam
yeh kehtaiy hain
HUM AAPKAIY DIL MAI REHTAIY HAI'N ;)
*NANHI PARI*
Aug 27 2006, 11:16 AM
Chanda mama so gaye sooraj chachu jage
Dekho pakdo yaaron, ghadi ke kaante bhage
Ek kahani khatam to dooji shuru ho gayi mamu
Subah ho gayi mamu, mamu, manu
Subah ho gayi mamu, mamu, re manu
cute_kanwal
Aug 27 2006, 12:41 PM
Shadi na kerna yaaro.........
pachtao gey saari life..
desi rani
Aug 27 2006, 02:35 PM
kabhhi khushi kabhi ghum nah juda honge hum
KamlaJatt
Aug 27 2006, 02:48 PM
Dil Maangta haiy Dil Daar Sohniyeh tu aa jaa sohniyeh
peyaar ka kar lai kar lai Iqraar sohniyeh
tu aa ja sohniyeh
desi rani
Aug 27 2006, 03:04 PM
hum to bhai aise hain aise rehange
cute_kanwal
Aug 27 2006, 03:21 PM
aayee aaaooooooo ayeeee aaa ooooooo
teri zindagi mai chali ayee chali ayee
teir zindagi mai chali ayee chali ayee
desi rani
Aug 27 2006, 03:30 PM
bhula denge tumko sanam dheere dheere
cute_kanwal
Aug 27 2006, 03:42 PM
jo wada kiya wo
nibha na parey ga...
desi rani
Aug 27 2006, 03:46 PM
tum mile jab se mehsoos kiya tab se
KamlaJatt
Aug 27 2006, 03:48 PM
Tairi Badmaashiyaa'n aur
Mairi Kamzooriyaa'n
*Kainaat*
Aug 27 2006, 04:26 PM
Aay zndagi tujhe dhondoo'n kahan...
Galioon meen
Taroon meen
Dilkash Nizaaron meen...
aay Zindagi tujhe doondho'n Kahan...
desi rani
Aug 27 2006, 04:27 PM
aapke pyar mein hum sawarne lage
*Kainaat*
Aug 27 2006, 04:34 PM
Aaasman bhuja bhuja hai
tere bina...
ye saman ruka ruka hai
tere bina....
desi rani
Aug 27 2006, 04:40 PM
thodi tum se shararat shuru hogayi hai
aaireykhushi
Aug 27 2006, 09:10 PM
Dil mein jo baat hai kehdoon
Do you feel that the way i do
Love you O sanam beet jayein nah yeh pal chahatein kahein is pal ko jeeney chal
chal chal chal chal chal chal chal challllllllllllllll
cute_kanwal
Aug 27 2006, 09:33 PM
aaye ho meri zindagi mai tum bahar bankey
mere dil mai yun hee rehna haaye........
mere dil mai yunhee rehna tum piyaar piyaar ban key...
aaireykhushi
Aug 27 2006, 10:51 PM
Jeene ke hain chaar din
Oh OoOoOHhh
baqi hein bekaar din
saaniaa
Aug 27 2006, 11:09 PM
ye din ye maheeney saal
guzar jaayen gain merey yaar
aaireykhushi
Aug 27 2006, 11:59 PM
tere bin youn main kaise jeeya
saaniaa
Aug 28 2006, 02:05 PM
bin terey kya hai jeena ........
bin terey kya hai jeena..........
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please
click here.