Khait ghar zameen shaad baad~~~~kaar bahtareen shaad baad
pagrriyaan vizaaratain makan~~~~kothiyaan imaaratain dukaan
loot maar cheen shaad baad
bay-waqoof loog hain awaam~~~~rah gaiy ghulaam kay ghulaam
kursi uhda sultanat ~~~~ jo-indah pa-indah baad
leaderon ki manzil-e-muraad
har taraf sifaarishon ka jaal ~~~~ sar-nigoon taraqi-o-kamal
pak-sarzameen main halal ~~~~ rishwaton wizaraton ka maal
laa'nat-e-KHUDA-E-ZUL-JALAL
(tauba tauba astaghfaar)