[font=Comic Sans Ms][size=7]
Suno ...!!!
kiya tumhain bhi
Raat ki tanhaiyon main
Koi Satata hai
Terpata hai ...???
Kaan main Kuch Kehta hai
Choota hai tumhain
suno ...!!!
Ager Aisa hai to
to
to
intezar kis baat ka hai
forun jaiye aur le aiye
machar maar dawa
kyoon k woh koi aur nahi
Machar hai
[color=#000099]