Ajj ISB mai Bila akhir GTG i mean Komal Ki Birthday Ho hi gai.. Komal

Mere taraf se app ko Wadad wadaa Salgirah Mubbarak ho .. Khali Khali Mubbarak baad hi le lain app Kyun kah Cake to ISB waloon ne khaya hai..
Hum ne i mean Main ne aur Sanji jee ne Call ki Birthday Party oh i mean GTG mai taqreeban 4 baj raihai thai Sham ke... to Sanji to kah rahi thi Muskan mera Khayal hai GTG khatam hogaii hogi Laikin Jee Hum tahray Thek hum ne kaha Khatam hogaii hogi to hogaii hogi Daikh lain gay.. App Call to milain...
Sanji jee ne Call milaii to bechari Dar gaii i mean Khush hogaii Kyun kah Dosri Taraf "Rafay

" saab thay... unho ne un se salam dua ki aur Sanji ne kaha arai Muskan Rafay to kah raha hai GTG closing ki taraf hay aur Phir mere taraf Mobile de diya... Main ne Rafay saab se salam dua ki aur main ne kaha Larkiyon mai Kaun kaun aii hoie hain? to kaha Barsaat"

Jee aiii hoie hain to Main ne kaha unhi se baat karva dain... You Know main Sharmeli larko se baat kartay hoya zara

Khair jee Barsaat se Gup shup hoie to Barsaat kahti hain Main abhi aai hoon.... Main ne kaha Abhi to Rafay saab kah raihai thai Closing hai ( asal mai shayad har cheez in ko start se pehle hi closing lagti hai )

to unho ne kaha abhi in lougo ne khana khaya hai.. Sanji jee ne kaha arai muskan abhi Cake bhi nahi kata...

Khair Barsaat ke anay se pehle hi Khana Peena Hochuka tha.. Barsaat ko sirf Khali Palatain, aur Chamchai nazar aaraihai thai
us ke baad main ne Fahim saab

se baat ki thori se.... Ilus83

se baat hoie wo bhi Thori si... Jaldi mai thi na Kyun kah Ghar mai Meray Mehmaan ayy hoya thay to Jaldi jaldi baat karna chahrahi to aur Phir Main ne Ilus ko kaha Kah abb Akhiri banda Sajjad

saab se baat karva do... Main ne salam kiya to dosri taraf jani pehchani awaz lagi ( asal mai ek baar awaz sun lo to dosri baar awaz pehchan leti hoon main ) main ne kaha sajjad bhai baat kar raihai hain to Kahtay hayn nahi Rafay baat kar raha hoon

ya lo jee wahi main kahoon Itni Jani pehchani awaz kyun lagi abhi to baat ki thi na isii lya ... Khair Rafay saab ne kaha suna hai app ko zukham hogaya hay abb batao Zukham insaan ko hi hota hai Kise aur ko thori na.. abb is mai itni hairani wali kia baat thi:biggrin:
Khair Main ne kaha Sajjad Bhai se baat karva dain.. Jee Sajjad saab altready PHONE

mai masroof thay..

khair wo to Allah bhala kare Rafay ka kah unho ne sajjad saab se phone leke apna Phone dya.. aur Baat hoie.. Becharay Aaahain Zaheritor se bhar raihai thay Laikin andoroni toor se Khush hongay Kyun kah 5 Bando ka Khana Kitna hoga? Paisay Bach gay na un ke..
Phir Mere Mujhy Khayal aya kah Ya Mera Mobile nahi Sanji ka hai... Wapis karo Kyun kah inho ne bhi Baat karni hai..

Phir Sanji jee ne Saab se bade bade baat ki aur DO ke bade mai Zabardast Comments diya.. jo kah Hum yahaan nahi bata saktay varnah Danday parain gay...
Khair Jee Buhath acha laga saab se baat kar ke.. abb agli Poori Kahani to GTG i mean Birthday Party oh i mean Grand GTG mai shareek loug hi bata saktay hain....
we are waiting For More Chat Pati Details..