QUOTE(shafaq @ Dec 6 2005, 08:17 AM) [snapback]2108452[/snapback]
baat yeh hai Muskan ke pehle chutney chawal,baingan ka raita sab ek hi kitchen mein banta tha,isliye kisi ko dhoondne ya miss karne ki zururat hi naheen padti thee.
asal mai Jaisay Jaisay mehngaii Bhar rahi hai waisay waisay Looug Dunya mai Phailtay jaraihai hain apnay Paith ki khatir .. isii lya shayad Chatni, Began ka raita bhi Split hota jaraha hai

Lougo ke Kitchen ke sath..
QUOTE(Abu Adnan @ Dec 6 2005, 08:23 AM) [snapback]2108454[/snapback]
kitchen ka daman to ab bhi wasee hai lekin aaj kal ki bahoo.aiN
Allah taubah .... aatay hi apna apna kitchen alehdah karnay lag jati haiN. aisay main chuTney, chawal aur baigan ka raitah ab alag alag kitcen maiN hi milega naa. 
Kitchen alag karnay ka mashwara bhi to " Betay" ki hi hoti hai.. Allah Taubah Ya admi ( Beta ) loug Bandooq Owrton ( bahu) ke kandhay pay rakh ke chalatay hain Kyun kah shayad wo Kitchen change karnay ka salah deke ya check karna chahtay hain kah Kitchen ke badlne se Chutni mai Kitna badlao aata hai