aap sabnay mujhay mubarak bad daynee hai bhala kis baat ke
batata hoo yaar
tu janab Allah k fazal say mara admission MBBS main china k university main hoo gaye hai
aur Allah k karam say visa bhee lag gaya hai pehlay visa main probloem aye thee lakin hal hoo
gye hai aur aj raat 11:50 per lahore say mayree flight hai.
Aap sab maray leeay dowa karain k main doctor ban jaaon
wo muj per karam kerta rehta hai aur main nalaik us ka sukar bhee ada nahi ker pa ta.
seemaf lahory bacha desi rani kushi Bee Gee Madhi aur Miss Aflatoon aap nay espicially mayray leeay dowa kerni hai k main apna aim kamyabee say hasil kar loon.
Thank U
Allah may bless u all with good health

Future Doctor eyes2good Bro