QUOTE(muskan_kaun @ Dec 6 2005, 02:50 PM) [snapback]2108578[/snapback]
Shafaq Jee
itna Mushkil sawal

.. app ne pocha hai to kChalain jee koshish kartay hain.. Shayad ya is lya lagatay hain kah Baat mai wazan paida hojay aur samnay wala Lafz ke wazan mai daab ke Managnay walay ki "Maang" ( cake, Gift ) Pora kar de.

yaani lafz ke wazan shazan mein dab shab ke

seriously aaj tak samajhh mein nahee aya ke is bila zururat sh sh sh ki eejad kyun kee gayi
jab urdu shaaeri ya afsaane ya mazameen parhoon usme to yeh sab istemaal naheen hota
note: agar hota to parhne wala sh sh sh ke gorakh dhande mein hi atka rehta aur likhne wale ka bhi time zyadah lagta aur uske zehen ki bhi acchee mashq ho gayi hoti