Help - Search - Members - Calendar
Full Version: Need Help
HulChul.NET > HulChul Official Stuff > Need Help ?
Shahanshah
AoA

Humaray piyaray bhaion aur behnoon (Moderators)...Kia yeh mein jaan saktaa hoon kay SOS mein hum nay pichlay do saal say aik post chalayee howee thee Aap Kay Dil ki Baat..Jis mein kam say kam 3,000 replies thay....aur aaj jab hum login howay tu us mein number of replies jo hain woh sirf 20-25 shair reh gayee hain....Yeh baaqee aashaar kahan gayee

2 Saal aik taweel arsaa hotaa hai aur us mein hum nay bohot mehnat say iss post to jaree rakhaa aur aaaj mujhe bohot he afsooos aur dukh hoo raha hai kay itnee mehnat kernay ka kia faidaa..Plz mujhe iss baat ka jawab de dein kay IS IT POSSIBLE TO RECOVER ALL OF THAT...or else afsoos kay siwa kuch nahin kia jaa saktaaa...

Humein iss ka jawab de dein..appki bari meherbani hogee..Waisay bhi ager yeh recover nahin hoo sakti...tu humara yahan aur rehnaa bohot mushkil ho gayee gaa aur yeh humari hulchul mein akhiri post hogee...Meray janay say waisay kisi to koi farq nahin perhay gaa..kiuon kay yahan tu kitnay hee loog aaye aur chalay gayee kisi ko koi farq nahin perhtaa..Khair..aapkay jawab ka muntazir rahoon gaa

Thanks in advance..

Sada Khush rahein..(flowers)
Abu Adnan
QUOTE(Shahanshah @ Dec 12 2005, 03:51 PM) [snapback]2109983[/snapback]

w/salam bhai

aap ki aakhri lines pasand aayeeN k logouN k aanay janay say koi farq naheeN paRta ... kaaray jahaaN chalta hi rahta hai ... haalia zalzalay maiN more than aik lac log anan fanan iss dunya hi say rukhsat hogaye ... sab ko afsos bhi howa ... lekin aaj wahaaN shaadiyaaN bhi horahi haiN aur degar kaam bhi jaree hai.

aap aik post ko rorahay haiN. aap jaisay aur bhi bahut say dereenah arkan / mods ko bhi apni aisee hi bahoot see posts zaya honay ka dukh hai. asal maiN jab new version aayaa to makhsoos tareekh tak refresh honay wali posts / replies hi baqi bacheeN, baqi upload naheeN hosaki aur nah hi onki wapsi ka koi imkaan hai. aisa pahlay bhi kai baar howa hai aur shayad ayandah bhi hota rahega. HC intezamia nay kabhi iss baat ki zamanat naheN dee k yahaaN post honay wali har cheez hamesha save rahegi / available hogi........ ghaleban aise guaranty to net par koi bhi naheeN deta. yehi wajah hai k aqal mand log kaam ki ashya ko apnay desk top per bhi save kar letay haiN.

FG maiN interviews ka silsila ho ya shakhseyaat section maiN adabi khakouN ka ..... aisaty bahuut say qeemti silsilay ... aur members ki adabi takhleeqaat ab available naheeN haiN. yehi hal islam section ka bhi hai...... magar kabhi kissi member nay yeh naheeN kaha k agar meree falaaN post wapis nahee ayee to maiN hC choR douNga. coz they all know k......... logouN k aanay janay say nah to kaaray dunya band hota hai nah HC k band honay ka imkaaN hai.

wassalam
Aawaz
QUOTE(Shahanshah @ Dec 12 2005, 10:51 AM) [snapback]2109983[/snapback]

AoA

Humaray piyaray bhaion aur behnoon (Moderators)...Kia yeh mein jaan saktaa hoon kay SOS mein hum nay pichlay do saal say aik post chalayee howee thee Aap Kay Dil ki Baat..Jis mein kam say kam 3,000 replies thay....aur aaj jab hum login howay tu us mein number of replies jo hain woh sirf 20-25 shair reh gayee hain....Yeh baaqee aashaar kahan gayee

2 Saal aik taweel arsaa hotaa hai aur us mein hum nay bohot mehnat say iss post to jaree rakhaa aur aaaj mujhe bohot he afsooos aur dukh hoo raha hai kay itnee mehnat kernay ka kia faidaa..Plz mujhe iss baat ka jawab de dein kay IS IT POSSIBLE TO RECOVER ALL OF THAT...or else afsoos kay siwa kuch nahin kia jaa saktaaa...

Humein iss ka jawab de dein..appki bari meherbani hogee..Waisay bhi ager yeh recover nahin hoo sakti...tu humara yahan aur rehnaa bohot mushkil ho gayee gaa aur yeh humari hulchul mein akhiri post hogee...Meray janay say waisay kisi to koi farq nahin perhay gaa..kiuon kay yahan tu kitnay hee loog aaye aur chalay gayee kisi ko koi farq nahin perhtaa..Khair..aapkay jawab ka muntazir rahoon gaa

Thanks in advance..

Sada Khush rahein..(flowers)

'Shahanshah'..kesay hoooooo rose.gif

jo kuCh hovaa aaCha nahi hovaa.....yaQeenaN tum nay bohut mehnat O laGaN say

woh aa'Shaar jama kiyeh thay......maiN maNte hooN..tumharaa pooChna O uN ky Zayaa honay

phe dukh kernaa bajaa hai .......per sooChooo jis bat phe iKhteyaar nah ho us phe sabar kernay

ky sewaa ..kya hum kuCh ker saktay haiN..hmmmm...nahiiiii,,,,,phir ,behter tu yeh hi hai khyyyy

ab doobaraa Us Post ko Shoroo karoo[main jante hooN yeh kam muShkil hai ...

per na mumkiN tu nahi ] maiN our tumharay bohut say dosaray aaChay aaChay doost mil ky us ko

Comp. ker nay ki koShiSh karaiN Gay.....meray pass tumharay bohut say aa'Shaar Save haiN our

Shaid tumharay doosray doostooN ky pass bhi zaroor hooN Gay....

2 Sh'er sunate hooN...tumharee hi Post say Save kiyeh hovay......

deya jalanay ki rasmaiN tu bohut purani haiN

hamaray Sh'her maiN tu dil 0-heartbeat.gif jalahay jatay haiN

rose.gif ZameeN say kouN uThaata hai sukhy pattooN ko

havaa ki bat nah ker havaa tu paGal hai rose.gif

yeh Reply seruf is ummmed phe de hai khy ab tum yahaaN say janay ka feslaa badal loGay..

our yaQeenaaN tumharay jiN jiN doostooN ko pata Chalay Gaa woh bhi tum ko

nahi janay daiN Gay..

fesla kerna ab tumharaa kam hai........................
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please click here.
Invision Power Board © 2001-2008 Invision Power Services, Inc.