[quote post='2110197' date='Dec 13 2005, 11:59 AM' name='Rafay'] [/quote]
Ahaannnnnnnnnnnnnnn... Camera kis ka tha ya? Result intaihaii Bogussss...

Khair jee Main Comments doon har Pic mai ya nahi? Chalay day hi daytee hoon kyun kay bari ehmiyaat rakhi hay awaam ki raye….
[quote]

]
Abid Siddiqui,Faheem Akhtar,Sajjad ,Rafay,Saad (ilus83) [/quote]
Lahore GTG ko hoye way kitna arsaa ho gaya kay sub hi change ho gaye....jis ko dekho kuch naya hi rung hay...
Abid Siddiqe

ko to dekho bina glasses kay rotay hoyaa lag rahay hain.. ammaa ney maara kiya?
Fahim Akther

ko dekh ker to aisa lug raha hay kay un hi ki barat hay

...subha 4 bajay rawana honay waloon ka bhi ya haal hay…
Sajjad Bhai

kuch Boss Boss say lug rahay hain ... jee sir...
Rafay

.... inaaaa weight kaysay increase kiya

.... kiya aaj kal sirf khana aur ghoomna hi kaam rah gaya hay.

... Gobi ka phool... Gobi ka phool kertay rahtay hain na bilkul usi ki tarha ho gaye hain ....
Ilus83.... Hi Smart .... you are looking nice ....
[quote]
Rafay kamli sey baten kertey howe...(Happy Birthday to Kamli )[/quote]
Kamli say baat kertay hoye itna khaternaak pose

... Kamli ne aisa Kiya kah diya tha kah Zubaan danto talay agaye…
Lunch kertey howey ek group foto[/quote]
Badloon main chup raha hay Chand kyun….Chandni pari hoye hay maand kyun…
[quote]
[size=4]Faheem aur Rafay[/quote]
Faheem to nazarien jhuka ker khana kha rahay hain kay yahan nazar bachi aur yahan khana gayab

….aur Rafay phone kay us taraf kaun tha jo jhoola jhula raha tha…
[quote]
Abid Siddiqui with his Friend[/quote]
Abid siddiqi ka kuch close up nahin hona chahiye tha

….han per friend acha hay…
[quote]
Rafay aur Sajjad Bhai[/quote]
Twins bhai… hum sath sath hain….
[quote]
Saad ,sajjad bhai aur faheem (a special pose for camera)[/quote]
Faheem ab aap apni age sahi sahi bata hi do…. Ab koi faieda nahin chupanay ka….
[quote]
Rafay Muskan/Sanji sey baten kertey howey[/quote]
Hainn?

do bando se ek sath baat kaisay hosakti hai?? Sochnay wali baat hay waysay….
[quote]
Saad ,Abid aur Faheem [/quote]
Abid Sharma gaya…..Fahim aur ilus nay aisa kiya bol diya kay Abid Siddiqi sherma gaya….