daily khabraiN dated 11th dec-05 maiN aik interview detay howay asghar khan nay kaha hai k"
perwaiz musharraf ki hakoomat maiN aaj bhi aik aisa wazeer hai jiss say jab yeh poocha gaya k aap k etnay arab dollar swiss bank maiN kiss liyeh rahay howay haiN to oss nay jawab dia tha k:
rainy day k liyeh
Rustam
Dec 13 2005, 12:55 PM
Essay wazeer per jootoN ki barish ker di jaye
khan_amer
Dec 13 2005, 01:08 PM
QUOTE(Rustam @ Dec 13 2005, 10:55 AM) [snapback]2110210[/snapback]
Essay wazeer per jootoN ki barish ker di jaye
meray khayal say pehlay sab ko jotay maray jayaiN phir eak eak ker kay pocha jaye kay kis pass haiN itnay paisay ( Pathan Saying)
Rustam
Dec 14 2005, 02:01 PM
QUOTE(khan_amer @ Dec 13 2005, 01:08 PM) [snapback]2110213[/snapback]
meray khayal say pehlay sab ko jotay maray jayaiN phir eak eak ker kay pocha jaye kay kis pass haiN itnay paisay ( Pathan Saying)
NICE.....VERY NICE
Abu Adnan
Dec 14 2005, 03:46 PM
QUOTE(khan_amer @ Dec 13 2005, 01:08 PM) [snapback]2110213[/snapback]
meray khayal say pehlay sab ko jotay maray jayaiN phir eak eak ker kay pocha jaye kay kis pass haiN itnay paisay ( Pathan Saying)
arab pati ko jootay maarnay k liyeh aap ka kharab-pati hona zaroori hai warnah woh aap ko aapkay jootay samait khareed kar apni tajori maiN band karsakta hai.
khan_amer
Dec 14 2005, 04:19 PM
QUOTE(Abu Adnan @ Dec 14 2005, 01:46 PM) [snapback]2110552[/snapback]
arab pati ko jootay maarnay k liyeh aap ka kharab-pati hona zaroori hai warnah woh aap ko aapkay jootay samait khareed kar apni tajori maiN band karsakta hai.
agr mojooda system maiN kharab pati, arb pati ko jotay maray ga tu khud crore pati bhi rahay ga... kyoN kay uss kay kharbooN ka raaz iss kay arbooN maiN hay!!!
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please click here.