ap sab kesay hain ... ma nay socha k Kids corner bara soona soona sa lag raha ha to chalo yahaan koee acha sa sisila shuru kia jaye to ya sisila kuch istarhaan ho ga k ismai ma kuch sawaal poochoongi jisma say ap log jawaab doodiay ga k kis kis cheez ka name ha in sawalon ma yaani kabi jism k hiso k name hongey chupey huwey sawaal ma , kabi dhaton k kabi sayaaron k to rules ya hain
1. just one rule wo ya k jo b yahaan sawaal pochay jayain unko ap khud copy pen ley ker urdu ma likh ker then unkey ans talaash ker k send kerain coz is tarhaaan urdu likhney ma thora farak aa jata ha baat ma i hope k sab ko samj aa hi gaee ho gi
1. munaderja zail fikeron ma insaani jism k hison k naam talaash kerain .
a. uska naam kia ha?
b. Jibraan Gali ma khail raha ha .
c. ha naa kitney mazey ki baat .
d. Aha ! .... Thaali ma Sawayaan hain .
e. Akhir ustaad nay pehlwani ka Gurr dey hi dia .
f. Rasheed Lahore chala gaya.
g. jhootha nagina door say hi nazer a jata ha .


for da gift

