Assalam-o-Alikum

petrol kii international markets mai 20% price mai kami ka bawajood hamra mulk mai tahaal purani qemataiin chali aarahi hai..yeh masla abb supreme court mai hai aur supreme court ka cheif janab iftikhar a chudhry ka kuch faisloo ka baad joo patang bazi aur shadi ka khana ka hawala saa tha abb loogon koo supreme court saa ummed hoo chali hai ka woo iss mamlaa mai bhi jurat mandana faisla sadir kara gii..

IPB Image

Allah hafiz