

Nice doostooN
mohubbatooN ky phool ..our nafratooN ky kanTay .......
dil ko Touch kertaa hovaa.....aaKhir yeh saal Guzaar hi Geyaa.........
yadaiN aaChi bhi haiN our buree bhi.......likiN seruf ..
aaChii aaChi bataiN karay Gay ...
GuZray hovay saal maiN...................mujhay bohut hii aChay aaChay doost milay .......
wesay tu sab doostooN ka bohut Shukriaa..likiN
.jo mujhay ...pheChantay haiN ......
uN ki maiN bypanhaa mamnooN hooN........kyuN khy riShta kohi bhi hoo aaGay
us hi waQat bhaRtaa hai jub doonooN muKhlis hooN .....
Anyway....aaGer kisii ka bhi dil meree wajha say dukhaa ho tu Please .......
mujhay maf ...

ker dejhya Gaaaaaaaaaaaaaaaaa
hamayShah ki tarah maiN apni kahii hohii is bat ko yaad rakhtee hooN khy.............
kuCh aysaa kernaa
dil nah kisii ka dukh jahay
kuCh aysaa kernaa
aaGer ap kuCh Share kerna Chahya tu.................. zaroor karaiN....
our han yeh apnahiyaat, mohubbat O KhulooS ky phooL

ap sab khy liyeh ... pani Dalna nah bhool yeh Ga
wernaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa..................yeh zaroor yaad rakhyeh Gaa khy
apnahiyaat O Khuloos ky pholooN ka meZaaj ..aasli pholooN ky mizaaj say bhi
zadah hassaas hota hai....
Khuda karay yeh niyaa saaal hum sab kyliyeh Khair O aafeyaat our
mohubbat O apnahiyaat ka peGhaam lahay..AameeN...




