QUOTE(tihami @ Jan 3 2006, 10:16 PM) [snapback]2115082[/snapback]
lagta hay hamaraay hukmaranoon na gurbat ko khatam kar diya hay,, ju 75 karoor Rs ka jet khareeda jaa raha hay,,,,personal use k liya,,
sindh maiN waisay hi "ehsaasay mahroomi" maujood hai. jab punjab aur balochistan k wuzra aalaa n govrnrs k pass aisay khasoosi tayyaray haiN to sindh k bh HAQQ banta hai k woh .....
jahaaN tak funds ka talluq hai to hospitals per tax laga kar iski kami poori kar li jayegi............ awaam ka kia hai woh pahlay hi ghareeb haiN ab mazeed hojayengay.