QUOTE(bad4u @ Jan 13 2006, 03:37 PM) [snapback]2116707[/snapback]
as salam o alikum
aj mujhy apni ISI say pata chala keh Airy princess ko ham nay Happy birthday kehna hay
Aore Airy princes hamein Mcdonald Meer pur (azad kashmire) mein dineer kara rahe hein
Too jis nay jana hay
airyy ko pm kar kay bata day
AOA

thanks 4 remembering my bday
haan re wahan hee daini thi party par abb programme
canceled ho gaya hai
itni khushi thi ke wahan ki zameen ko zalzala aa gaya
issliye app ki isi ghalat hai

QUOTE(angel_eyez @ Jan 14 2006, 01:35 AM) [snapback]2116792[/snapback]
arey tum kou kya hua