QUOTE(BOY-NICE @ Jan 25 2006, 09:08 AM) [snapback]2117933[/snapback]
waisay to yeh thread Momineen ko Maulayat e Ali bin Abi Talib [as] ki mubarikbaad denay kay lye open kia gya tha ilkul usi tarhan jaisay Ghadir Khum main chand naaami giraami logon nay Eelaaan kay baad Ali bin Abi Talib [as] ko mubarik baad paih ki thi . Thread idhar udhar na chala jai is lye aap ki ajeeb ajeeeb batoon main say sirf aik bachkani baat ka jawab dena chahoonga
Imam AaKhiruzzamaan to chand saal kay thay bhi lakin Allah [swt] ki qudrat ka inkaar karnay waloon nay 'Naw Moloood' Musa ko Nabi manay say inkaar kardia tha. Ab Waqiyay baqool appkay "KIAY BAAT HAI" kay Allah [swt] jhooolay ki umer kay bachay ko Nabi banay dayta hai!
Correction: ooper meri post main mujhay Musa ki Jagh Isa likhna tha.
kiya aap nay quran pak ka mutla kiya hai?
iss ka jiwab dena buss..............................................
agher kiay hai tu tumary reply ka wehain jiwab hai..........................
baqi .......................meri full try hai meray jany waly (shia) ..keh aapni ankhoun say dekhaoun keh oun kay gher main quran pak mojoud hai.......................
yeh mera aapna ziati tehqeeq hai..........
mujyeh nehi yaqeen keh kisi shai kay gher gher quran ho................
yeh algh bat keh made in IRAN na ho..............................

QUOTE(shafaq @ Jan 25 2006, 02:11 AM) [snapback]2117847[/snapback]
salaams raja bhai
you have always respected us hc female members like your sisters,jazakAllah.
kyun itna jala kata jawaab dekar is bahen ka dil dukhaate hain.
sory siter ..yeh aap kay liyeh reply nehi tha...oun chand rafziyoun kay liyeh tha ju HC par majoud hain.................
yeh bita dain kiya aap Rafzi hain ya shia ...........................?
merya khiyal main Rafzi or shia main faraq hai...................
shiyan usman r.a bhi tahy or shiyan Ali...r.a bhi...
once agin sory yeh sub rawziyoun kay liyeh tah................
QUOTE(Abu Adnan @ Jan 26 2006, 09:13 AM) [snapback]2118077[/snapback]
amer bhai aap ki baat maiN (ittefaq say
) wazan hai ... lehaza yeh post waheeN move ki jarahi hai...... discussion nah karneka shukarya.jimaat islami zinda bad..........................................................