
note: waisay mae writer kee iss baat sey muttafiq nahee hoon kay BajoR Agency mae honay wala haliya waqiya "amrikiyat" kee badtareen misaal hay.... aesee aur iss sey bhee zada badtareen aur ghatya "amrikiyat" kee misaalaen ja baja bikhree paRee haen... aur inn mae izafa hee ho raha hay.
wassalaam,
farooqi.