Help - Search - Members - Calendar
Full Version: Ahlaybeet(as)
HulChul.NET > Religions > Islam
alionly
salam

ahlaybeet-ahadees1:
IPB Image
http://www.imageverse.com/images/tn_M4F11815.jpg

ahlaybeet-ahadees2:
IPB Image
http://www.imageverse.com/images/tn_wqa12275.jpg

w/salam
daria dil
WOO SHAKS YAA FIRKA KABIL-E-REHAM HAI JOO ZABANI DAWAY KARAY K WOO AHLAYBAIT SAY MUHABAT(LOVE) KARTAY HAI... ACCORDING TO SHIA authentic BOOK ASAR-E-HADARI MAY APP DAKH SAKHTAY HAI ...ES KITAB MAY TASUB MAY AKAR ALI R.A KI KISS TARHA TOHEEN KI GAI HAI....

KITNI SHARUM KI BAAT HAI K DAWA MUHABAT KA LAKIN HAKIKUT MAY TOHEEN-E-SHAR -E-KHUDHA....

ASTAGFIRULLAH....

http://www.imageverse.com/ims/pic.php?u=319x3w4&i=53

alionly
[size=4]salam

pahle baat yahai kay ya book aapnay kaha se parlehai is ka maan page to aapnay kala kardeya hai aapnay del ke tarha aur dosere baat ya hai kay pata nahi ya next page jo aapnay is kay sat laga yahai wo kese shia nay lekha hai ya nahi is baray may bhee kuch pata nahi hai kia pata kese wahabee ke books may say lakar yaha laga deya hai .aab kia karay wahabee loog to rasolay khuda (saw) ko nahi choortay hai ap nay zate faidah kay le ya to aap kay sahaba karam ko kase maaf kardar .

aqal kay aandah dunya may rahna hai to dil aur aqal ke eyes ko khool kar rak warna tum hara haal bhi wohee ho jay gase sorah baqra may khuda irshad farmata hai ka:

" aur ham nay un ka delo,kano,aur akhoo may mohor lagade hai .........."

w/salam[/size]
BOY-NICE
QUOTE(daria dil @ Jan 26 2006, 05:26 PM) [snapback]2118305[/snapback]

WOO SHAKS YAA FIRKA KABIL-E-REHAM HAI JOO ZABANI DAWAY KARAY K WOO AHLAYBAIT SAY MUHABAT(LOVE) KARTAY HAI... ACCORDING TO SHIA authentic BOOK ASAR-E-HADARI MAY APP DAKH SAKHTAY HAI ...ES KITAB MAY TASUB MAY AKAR ALI R.A KI KISS TARHA TOHEEN KI GAI HAI....

KITNI SHARUM KI BAAT HAI K DAWA MUHABAT KA LAKIN HAKIKUT MAY TOHEEN-E-SHAR -E-KHUDHA....

ASTAGFIRULLAH....

http://www.imageverse.com/ims/pic.php?u=319x3w4&i=53

is scan ki haalat e zaar ko dekhtay huay waqyee doubt hota hai lakin chalain for the sake of discussion maan bhi lia jai thori dair kay lye to is main Ali bin Ai Talib [as] ki toheen to nehen albata Dusman e Ali bin Abi Talib [as] ki toheeen zaroor maloom hoti hai aur Dushman e Ali [as] ki baizzatti say koi doosra Dushman e Ali [as] hi junjla uth sakta hai. Khair. Ali [as] say Mohabbat ka dawa to aik hi firqa karta hai baqi rahi Shian e Ali [as] ki baat to woh Dawa nehen kartay balkay Mohabbat ka saboot bhi daytay hain.

Aur woh firqa jo mehez Mohabbat ka dawa karta hai bulkay yeh alfaaz to buhut jagah sunnay aur dekhnay ko miltay hain kay " Hum Shion say ziada Ahlulbayt [as] say mohabbat kartay hain" un kay daway ki pole us waqt khul jaati hai jab hum yeh dakhtay hain kay us firqay nay Dushman e Ahlylbayt [as] aur khas taur say dushman e Ali [as] ki naa sirf tareef ki balkay unhain itna motabar aur muttaqi tasleem kia kay un dushmanaan e Ali [as] ko apna deen akhaz karnay ka zarya qaraar day dala. Misaal Paish hai:

Allamah Hafiz Ibn Hajar Asqalani apni Kitab Taqreeb al Tahdeeb main aik shaks 'Hariz bin Uthman al Hims'i kay "NASB" yani NAASIBI honay kay baray main likhtay hain:

حريز بفتح أوله وكسر الراء وآخره زاي ابن عثمان الرحبي بفتح الراء والحاء المهملة بعدها موحدة الحمصي ثقة ثبت رمي بالنصب من الخامسة مات سنة ثلاث وستين وله ثلاث وثمانون سنة…Al-Himsy : Tiqah, Thabt (authentic) accused of Nasb, he belongs to fifth generation (Tabaqah) and died in year 63 and he was 83 years old”
Online Taqreeb al Tazdeeb, Volume 1 page 157 No. 1184

Hafiz Ibn Hajar Asqalani apni doosri kitab main tafseel say is haks kay mutaliq ulema e Ahle-sunnat ki rai likhtay hain:

البخاري والأربعة۔۔۔ وقال معاذ بن معاذ حدثنا حريز بن عثمان ولا أعلم إني رأيت بالشام أحدا أفضله عليه وقال الآجري عن أبي داود شيوخ حريز كلهم ثقات قال وسألت أحمد بن حنبل عنه فقال ثقة ثقة۔۔ ۔وقال دحيم حمصي جيد الإسناد صحيح الحديث وقال أيضا ثقة وقال المفضل بن غسان ثبت۔۔۔ وقال أحمد بن أبي يحيى عن أحمد حريز صحيح الحديث إلا أنه يحمل على علي۔۔ ۔وقال العجلي شامي ثقة وكان يحمل على علي وقال عمرو بن علي كان ينتقص عليا وينال من۔۔۔وقال الحسن بن علي الخلال سمعت عمران بن إياس سمعت حريز بن عثمان يقول لا أحبه قتل آبائي يعني عليا۔۔۔ حريز بن عثمان يقول هذا الذي يرويه الناس عن النبي صلى الله عليه وسلم أنه قال لعلي أنت مني بمنزلة هارون من موسى حق ولكن أخطأ السامع قلت فما هو فقال إنما هو أنت مني بمنزلة قارون من موسى۔۔۔ وقال بن حبان كان يلعن عليا بالغداة سبعين مرة وبالعشي سبعين مرة

Narrated in Al Bukhari and the four (i.e Sunan Abu Dawood, Sunan Al-Tirmidhi, Sunan Al-Nisa'i, Sunan Ibn Majah)… Mua'dh bin Mua'dh said: ‘I don’t think I saw some one in Shaam better than him’… Al-Ajuri said: ‘Abu Dawood said that all the Sheikhs of Hariz are authentic (Thiqat) and I asked Ahmad ibn Hanbal about Hariz to which he said: “Thiqah, Thiqah”’… Duhaim said: ‘His chain of narration (isnad) is sahih and said again: ‘Thiqah’’. Al-Mufadhal bin Ghasan said: "Thabt"… Ahmad bin Abi Yahya narrates that Ahmad (Ibn Hanbal) said: Hariz’s hadith is Sahih but he hated Ali… Al-Ejli said: Thiqah and he hated Ali. Amro bin Ali said : ‘He used to abuse Ali’… Hariz bin Uthman said: The tradition what the people narrate of the Holy prophet " Ali to me is what Haroon was to Musa" right but the narrator heard it wrong, actually its "Ali to me is what Qaroon was to Musa" …Ibn Haban narrated: “He used to curse Ali seventy times a day and seventy times a night”
Tahzeeb al Tahzeeb, Volume 1 No. 436

Mashallah! Jis firqay ki principle kitaboon main Dushman e ali [as] say riwayaat darj hoon, aur phir us firqay kay Imams aur scholar us shaks ko Thiqa yani nihaayat hi motabar qaraar dain , phir to waqyyee:

QUOTE(daria dil @ Jan 26 2006, 05:26 PM) [snapback]2118305[/snapback]

KITNI SHARUM KI BAAT HAI K DAWA MUHABAT KA LAKIN HAKIKUT MAY TOHEEN-E-SHAR -E-KHUDHA....
ASTAGFIRULLAH....

angel_eyez
clapping3.gif
*DhanaK*
jazakAllah o khair
gham ki fiza to abhi se chhaane lagi
koi gham e Husain a.s. mein tarapne wale dil se poocche.
daria dil
maray piyaray dostoo app nay phir fatwa bazi shoro kardi ...k yaa tu kisi nasbi , wahabi, nay likha hogaa.... biggrin.gif

yaa 100% shia book hai "asar-e-haidari" ..... shia bhaioo ko shock lagna qudarti hai kio k kafi shioo koo apni kitaboo k baray nahi maloom k asal may ALI KI TOHEEN kon karta hai... maray shia bhaiooo dil o dimagh ko istimal kia karay.... har baat yaa khay kar ignore mut kia karay k yaa nasbi, wahabi wagira nay kia hogaa.....

dosri baat jiss tarha Christian harzrat Isa a.s say mohabat ka dawa balkay izhar bhi kartay app logo ki muhabat bhi kuch asay hee maloom hotay hai ...

kisay khaniyaa mut karay ....POINT OUT KARNAY K MAKSAD YA THAA K DOSROO PER TANKID SAY PHLAY APP APNI BOOKS KO PARH LAY .....

duas.gif
daria dil
aik or ref shia book say.... abb ki baar dil or dimagh ka istimal kar lay naa.... or fatwa say parhaiz kijiay gaa.....

http://www.imageverse.com/ims/pic.php?u=319x3w4&i=72
BOY-NICE
QUOTE(daria dil @ Jan 27 2006, 11:57 AM) [snapback]2118437[/snapback]

ghaliban apnay asar-e-haidari ay mutaliq meri post read nhen ki warna repitetion kar kay time ka ziya nehen kartay.
QUOTE(daria dil @ Jan 27 2006, 11:57 AM) [snapback]2118437[/snapback]

POINT OUT KARNAY K MAKSAD YA THAA K DOSROO PER TANKID SAY PHLAY APP APNI BOOKS KO PARH LAY .....
duas.gif

ji haan bilkul meri taraf say Ulema e Ahle Sunnat ka Naasibi logon ko apnay mazhab main Hujjat tasleem karnay ko "POINT OUT KARNAY K MAKSAD YA THAA K DOSROO PER TANKID SAY PHLAY APP APNI BOOKS KO PARH LAY ..... "

BOY-NICE
QUOTE(daria dil @ Jan 27 2006, 12:14 PM) [snapback]2118442[/snapback]

aik or ref shia book say.... abb ki baar dil or dimagh ka istimal kar lay naa.... or fatwa say parhaiz kijiay gaa.....

http://www.imageverse.com/ims/pic.php?u=319x3w4&i=72

jump.gif

isi lye kehtay hain naqal ko bhi aqal chahyay hoti hai lakin jab Naasbiyat khoon main shaamil hojai to shaid aqal kaam karna band kardayti hai.
Paish kardah image main Rijjal Kashi say aik hawala dia gya hai jis main likha hai kay:

"Mukhaalfeen e Shia kahtay hain kay Mazhab e Shia ki bunyaad yahoodeeyat say li gye hai"

Mukhaaalifeeen e Shia (yani Nawasib) yeh kahtay hain to is main Shian e Ali [as] kia karain? Mukhaalifeen e Shia to yeh bhi kehtay hainkay Allah ki aik tang Jahannum main hai, Rasool Allah [s] nay aik khatoon ko aik baaligh mard ki nursing ki ijaanazat di (naudobillah) etc etc. To is main Shia kia karain? Mukhaalifeen e Shia agar gumrahi par hain to is main Shia hazraat ka kia qasoor .

kamal hai tongue.gif
daria dil
QUOTE(BOY-NICE @ Jan 27 2006, 12:27 PM) [snapback]2118445[/snapback]

app ki age kitni hai ??? app nay last line parh kay uchalna shoro kardiaa.... clapping3.gif

bhai ---- shia alim ilama kashi apni book may likhtay hai baaz ahlay ilm "educated person" likhtay yaa nahi kha kuch jahil ya dusman ali nahi kha balkay "AHLAY ILM" kha yanhi woo es baat say inkar nahi karahay k balkay sirf yaa bata rahay k es waja say mukhalifeen shia esa boltay .... i hope app ko samjh agai hogi.. 1-think.gif

note:goor goor say parhay...
daria dil

Tahzeeb al Tahzeeb ka shumaar sha'satha may nahi hotaaa.....

or plz yaa app nay kha say quote kia hai yaa bata doo link bata doo....
Narrated in Al Bukhari and the four (i.e Sunan Abu Dawood, Sunan Al-Tirmidhi, Sunan Al-Nisa'i, Sunan Ibn Majah)… Mua'dh bin Mua'dh said: ‘I don’t think I saw some one in Shaam better than him’… Al-Ajuri said: ‘Abu Dawood said that all the Sheikhs of Hariz are authentic (Thiqat) and I asked Ahmad ibn Hanbal about Hariz to which he said: “Thiqah, Thiqah”’… Duhaim said: ‘His chain of narration (isnad) is sahih and said again: ‘Thiqah’’. Al-Mufadhal bin Ghasan said: "Thabt"… Ahmad bin Abi Yahya narrates that Ahmad (Ibn Hanbal) said: Hariz’s hadith is Sahih but he hated Ali… Al-Ejli said: Thiqah and he hated Ali. Amro bin Ali said : ‘He used to abuse Ali’… Hariz bin Uthman said: The tradition what the people narrate of the Holy prophet " Ali to me is what Haroon was to Musa" right but the narrator heard it wrong, actually its "Ali to me is what Qaroon was to Musa" …Ibn Haban narrated: “He used to curse Ali seventy times a day and seventy times a night”
Tahzeeb al Tahzeeb, Volume 1 No. 436

app apni book k error ko taslim karnay k bajiay gair maroof kitab ka ref day rahay hooo...

*RAJA*
a191.gif
MOHRAM KA EHTIRAM KARIN......................
OR AAPNY ANDER EH LAY BAIT NAY JU QURBANI DI ISLAM KI KHATIR.............OSAY SAMJNAY KI KOSHISH KARIN.................
KEH HAQ HAQ HI REHTA HAI.................
a191.gif
POST NOW CLOSE a191.gif
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please click here.
Invision Power Board © 2001-2008 Invision Power Services, Inc.