ek roz koi to sochay ga
ek shaks tha pagal pagal sa
wo batain theek hi kehta tha'
baarish ki tarah purshor na tha
darya ki tarah chup rehta tha
gin say usay pyar bala ka tha
taanay bhi unhiin k sehta tha
gaan rotay rotay kho betha
din hanstay hanstay haar dia
go nazam likhi bherpoor likhi
go sher dia shahkaar dia
kyun gaisay g dargor huwa
kiss chah tun mun haar dia
tha kaun dushman becharay ka
kiss rang uss ko maar diaik roz koi to sochayu ga
aur pehron beth ker roay ga.