Main ne mera Urdu Afsana "Why do birds fly?" Urdu Adab > Afsaanay, KahaaniyaaN aur Mazameen main kaal post kiya tha lekin wo aj mojood nahee hai. Kaal Tha.
Umeed hai ape iss ko bahaal kerdain gai. Ya agar koi waja hai ke ye Afsana iss forum ke liye Hal Chul main munasib naihe hai to mujhko iski i'tilah dein gai.
Shukria.
Syed Tafseer Ahmad