QUOTE(tihami @ Feb 14 2006, 10:13 PM) [snapback]2121766[/snapback]
Muzahiroon ka Silsilaa Jaaree hay,, baqool lougoon k Woh Cartoons k Khilaaf Ahtajaaj kar rahay haain,,,,,,,
Laikin yah koon loug haaain,,,,,ju apnaa hi ghar jala rahay haain,, Lahore main hunaay walay Buses and assembly hall aur Motorcycles / car jalanay say Norway yah dosraay europian countries jin main cartoons shayay hoaay haain un ko kia asar paray ga,,,
balkaay woh loug khush hoon gay k chaloo yah loug tu apnaay hi mulk ka nuqsaan kar rahay haain,,,
Koon loug hain yah ju yah nahen samajhtaay k in cheezoon say Nuqsaan ziada aur fadia koi nahen hay,
1. yeh woh 'log' haiN jo hatak aamaiz cartoons k khelaaf mozahera karnay walouN ko 'badnaam' karna chaahtay haiN.
2. yeh woh 'log' haiN jo iss tarah ki kaarwayee karkay ... aasheqaanay rasool pbuh .... hakoomat ki jaanib say sakht action karwana chaahtay haiN.
3. kahtay haiN k agar kissi jurm k asal mujrim ko talash karna ho to aisa fard dhoondo, jissay iss jurm say sab say zeyadah faidah milay ... aap dekh saktay haiN k iss ehtejaji mozahray k dauraan honay waly jurm ka faidah kiss ko pahochnay wala hai.
4. kabhi koi bhi group apnay jalsay / jaloos ko khud tabaah nahee karta aur nah hi jalsay jaloos k dauraan apnay hi logouN ki jaan o maal ko nuqsaan pahonchata hai. phir naamosay resalat ki khatir gharouN say nikalnay walay aisa kaisay karssaktay haiN.
5. sawaal paida hota hai k phir yeh kaun log thay ... yeh woh pakistani thay jo mulk maiN islam aur islami talemat k farogh k mokhalif aur secularism k hami haiN ... yeh woh hakoomati agent thay jo yeh chaahtay haiN k mulk k halaat bigaaR kar fauji hakoomat ko taqatwer kai jaye.... yeh woh log thay jo india, afghanistan aur usa ki agencies k pay roll per haiN jo isharah / raqam miltay hi apna kaam kar dekhatay haiN