QUOTE(insharah @ Feb 28 2006, 12:15 PM) [snapback]2124496[/snapback]
shafaq baji Asalamoalaikum,
aap nay kaha hai kay chinese rice main bhi anda padta hai laikin jahan tak main
nay dekha,suna aur kiya hai kay chinese rice main anday omlete bana kar daalay jaatay hain iss tarha uss ki smell kay bajaiy aik bohat achi khushboo aa jaati hai rice main aur jahan chawal ko andon say garnish kiya jaata hai to us main boiled egg chawal paknay kay baad uper say daalay jaaatay hain
kissi bhi tareeqay main andon ki zardi kay pani main chawal ko nahi pakaya jaata.
thats all
wasalam,
insharah. wa alaikum salaam insharah
kaisi ho
baat sahi hai tumhari
lekin main ne apni ek friend ko rice pakaate waqt andaa phent kar daalte dekha hai jisko usne khoob bhuna tha aur smell chalee gayi thee.
shayed meri friend tajruba kar rahi ho