kiya baat hai pareshaan lag rahay ho?
doosrah bola:kiya karoon TAJ MEHAL banana chahta hoon
laikin MUMTAZ milti hi nahi
kuch din baad wohi dost mila to phir poocha:
kiya baat hai tum aab bhi pareshaan lag rahay ho??
doosra bola:kiya karoon MUMTAZ to mil gaii hai
laikin TAJ MEHAL banana chahta hoon MUMTAZ marti hi nahi