Thankyou jee bohat bohat shukriya main abhi check kerti hoon
*DhanaK*
Feb 26 2006, 10:40 AM
QUOTE(~Shamaila~ @ Feb 18 2006, 05:04 PM) [snapback]2122709[/snapback]
w'adaab..!
Ye lijiyay kuch websites hazir hain.., jin main urdu main recipes hain. waisay ager english ki recipies dekhni hoon to ye dono achi sites hain.
thanks for sharing such beautiful sites
F-A-L-A-K
Mar 21 2006, 02:15 PM
Chalo jee yeh bhi acha hoa k muje bhi PAKWAN k liye sites ka pata chal gaya ab jab MAA jee kabi ghar nahi hoa karain gi tu baher say kuch nahi laya karun ga balke khud try kia karoun ga Ah0o0
Thanx for sharing jee ...... Khush rahiye
*Kainaat*
Mar 24 2006, 10:30 PM
QUOTE(F-A-L-A-K @ Mar 21 2006, 09:15 AM) [snapback]2129092[/snapback]
Chalo jee yeh bhi acha hoa k muje bhi PAKWAN k liye sites ka pata chal gaya ab jab MAA jee kabi ghar nahi hoa karain gi tu baher say kuch nahi laya karun ga balke khud try kia karoun ga Ah0o0
Thanx for sharing jee ...... Khush rahiye
ye meri recipies hain muj se poochay beghair koi nahi le sakta
F-A-L-A-K
Mar 28 2006, 11:52 AM
QUOTE(Kainat @ Mar 24 2006, 05:30 PM) [snapback]2129688[/snapback]
ye meri recipies hain muj se poochay beghair koi nahi le sakta
Oh ok ok itna ghussa kyon kar rahi ho theek hai IJAZET chahta houn aap say jee ager aap ko Nagawar-e-khatir na guzre tu main bhi is par Try kar loun ??
*Kainaat*
Mar 28 2006, 08:01 PM
QUOTE(F-A-L-A-K @ Mar 28 2006, 06:51 AM) [snapback]2130194[/snapback]
Oh ok ok itna ghussa kyon kar rahi ho theek hai IJAZET chahta houn aap say jee ager aap ko Nagawar-e-khatir na guzre tu main bhi is par Try kar loun ??
Theek hai aap le saktay hain........aur agar kuch banaya tu wo share bhi kerna hai
F-A-L-A-K
Mar 29 2006, 11:54 AM
QUOTE(Kainat @ Mar 28 2006, 03:00 PM) [snapback]2130253[/snapback]
Theek hai aap le saktay hain........aur agar kuch banaya tu wo share bhi kerna hai
Shukriya jee aap ki ijazet ka ... janab main jo bhi banaoun ga aap ko aur baki dostooun ko TCS kar doun ga ab Khush na
*Kainaat*
Mar 29 2006, 11:24 PM
QUOTE(F-A-L-A-K @ Mar 29 2006, 06:54 AM) [snapback]2130343[/snapback]
Shukriya jee aap ki ijazet ka ... janab main jo bhi banaoun ga aap ko aur baki dostooun ko TCS kar doun ga ab Khush na
nahi baass bata dena............ kha ke marna nahi hai
F-A-L-A-K
Mar 30 2006, 12:44 PM
QUOTE(Kainat @ Mar 29 2006, 06:24 PM) [snapback]2130420[/snapback]
nahi baass bata dena............ kha ke marna nahi hai
tum say achi cooking karta houn achaaaaaaaaaaaaaaaaaaa HUH !!!
Ghussa dila diya Ah0o0
*Kainaat*
Mar 30 2006, 01:40 PM
QUOTE(F-A-L-A-K @ Mar 30 2006, 07:44 AM) [snapback]2130508[/snapback]
tum say achi cooking karta houn achaaaaaaaaaaaaaaaaaaa HUH !!!
Ghussa dila diya Ah0o0
hahaha............ kuch garam garam bana ker khain..... gussay ka ilaaj ho jaye ga
F-A-L-A-K
Mar 31 2006, 02:01 PM
QUOTE(Kainat @ Mar 30 2006, 08:39 AM) [snapback]2130520[/snapback]
hahaha............ kuch garam garam bana ker khain..... gussay ka ilaaj ho jaye ga
hain yeh kon c science hai yaar main ne tu suna hai k ghussay ka ilaj thandi cheez hota hai kyoon k ghussa khud garam hai aur tum ulti baat kar rahi ho tum chahti hi nahi ho k main theek rahoun ab muje tumhara pata chal gaya hai u me ki dushman No. 1 ho Ah0o0
*Kainaat*
Mar 31 2006, 07:32 PM
QUOTE(F-A-L-A-K @ Mar 31 2006, 09:00 AM) [snapback]2130734[/snapback]
hain yeh kon c science hai yaar main ne tu suna hai k ghussay ka ilaj thandi cheez hota hai kyoon k ghussa khud garam hai aur tum ulti baat kar rahi ho tum chahti hi nahi ho k main theek rahoun ab muje tumhara pata chal gaya hai u me ki dushman No. 1 ho Ah0o0
kiya dushman meen bhi NO 1 hota hai
acha aap try tu karooo........ phir kehna
F-A-L-A-K
Apr 1 2006, 12:54 AM
QUOTE(Kainat @ Mar 31 2006, 02:32 PM) [snapback]2130836[/snapback]
kiya dushman meen bhi NO 1 hota hai
acha aap try tu karooo........ phir kehna
haan haan tum tu chahti ho k main try karun aur marun ... haye LOGOO yeh dekho yeh kurri meri jaan ki dushman ban gaye hai ... koye tu bachaye muje plzzzzzzzzzzzzzzz ;) :P
*Kainaat*
Apr 1 2006, 10:59 PM
QUOTE(F-A-L-A-K @ Mar 31 2006, 07:54 PM) [snapback]2130935[/snapback]
haan haan tum tu chahti ho k main try karun aur marun ... haye LOGOO yeh dekho yeh kurri meri jaan ki dushman ban gaye hai ... koye tu bachaye muje plzzzzzzzzzzzzzzz ;) :P
maine kiyaa kiya woh khana tu aap khud banaoo gay jo aap ne khana hai............ uss ke baad mera kiya qasoor.... aap ki halat kharab honay meen

main apni dish ki baat nahi kar raha main tu us baat ki baat kar raha houn wo jo tum ne kaha tha k ghussa thanda karna hai tu koye GARM cheez kha ya pee lain etc Ah0o0....... ghussa tu pehlay hi garam hota hai tu kia tumhara matlab hai k jaise LOHAY ko LOHA kat'ta hai waise hi garam cheez ko garam cheez kat'ti gi tell tell daso daso

ye tu muje patta tha..... issiliye tu kaha try karain
waisay bhi gussa itna kharab nahi hota...... jitni aik aap ki cooking ho sakti hai