.....................................................................
2..aik baap apney baitey ko kehta hai tumhai sharam nahi ati hamarey dushmanoo key baitoo key saath khailtey hoo??
Baita kehta hai esa kon sajurm kiya hai unhoo ney?
baap kehtaa unhoo ney tumhaarey dada ko akhrot gift kiya tha jub key unkey daant nahi they?
Baita ghussey sey bahir jaata hai or thoti dair baad akey kehta hai abbu meyney badla ley liya ha
mey unkey dada ko kanghii(comb) gift dey aya ho jubkey unkey baal nahi hain....