hamari opposition kii parties ka mauqaf hai ka mulk mai joo kuch pichla chand dinoo mai hua uss koo voilent rukh daina ka zimadar agencies hai jabkaa goverment kii parties mazhabi jamatoon koo maradaa ilzam tehrati hai...............laken 2 din pehla islamabad mai hazaroon kii tadaad mai students na jamaa hookar aik voilence saa bharpoor muzhira kiyaa..bakool hamid mir ka talbaa denmark aur norway ka sifarkhanaa ka pata pooch rraha un ka koi leader nahi thaa unhoo na mush kii tasweeraiin jahan jahan nazar ayeen phar dii, tyres jalayee , indian sifartkaar kii car jabah kii , police per phatroo kiya , police kii rukawataiin toor kar woo siartkaaroon ka rihashi ilaqoo kii taraf nikal gayaa...........islamabad ka waqiyaa kiss taraf ishara karta , hameri nawjawan nasal hukumat saa mayoos hookar voilent hoogaye? woo telenor , mush kii taswerroon, maghirbi mafdaat koo kyunn nishana bana rahi hai?






