Aik Sahab ne baray hi Romantic style main sahiba se kaha ... k ... !!!
suno ...
ager ...
ager tum mujhey na milin to
to ...
to main MAR jaoon gaa
phir
pata hai k phir kiya hua ...???
ji to phir woh sahiba un ko na mil sakin means that k unhon ne reject ker diya un sahab ko
to ... !!!
to phir pata hai kiya hua ...???
woh sahab waqaye main MAR gaye ... ( guys jhoot nahi boltay naa )
per ... arey yar aagay to suno
haan to woh sahab waqaye MAR gaye ... mager ... MaGeR
50 years baad ... hahaha