QUOTE(kamil_surfaroosh @ Mar 3 2006, 04:10 AM) [snapback]2125069[/snapback]
hairat hai MQM or USA kai paas bhi suicide bomber hain jaisai talban aur al qaeda kai paas hain

aap ki hairat baja hai ... MQM walay jaan lenay ki shohrat to rakhtay haiN, lekin kissi cause k liyeh jaan denay ki shohrat nahee rakhtay.
waisay bhi MQM walay sindh aur wafaaq hakoomat ka hissa haiN aur iss waqt aisee harkat nahee kar saktay. nah hi woh apnay aaqaa americans ko nishana bananay ka khaab main BHI SOCH SAKTAY HAIn.......
asaar yehi bata rahay haiN k yeh kaarwayee onn mojahedeen maiN say kissi group ki hai jin per mush n bush nay zindagi haram kar dee hai.
wallah alam bissawab