QUOTE(Daylight @ Mar 10 2006, 04:19 AM) [snapback]2126834[/snapback]
Very informative postChalo kaafir na hua jahannami to hua na

Haan bolo muslim2 maloon kyun?? Usne aakhir aik aisay shakhs ko hi to maara tha jisne majoosiyun ke aatish qaday band kiye to bolo bhala aisay shakhs ko maarne waalay ki qabar ko agar majoosi salaam pesh kertay hain to iss mein bura kya hai?? ye hi to unka deen hai.....Aakhir majoosi apnay hero ko kyun maloon kahain??
Bolo Muslim2 khamosh kyun ho?? Bolo ke Hazrat Hussain(RA) ki himayat hazrat Umar(RA) se kayi guna ziada thi, pooray 72 logon ki himayat haasil thi Hazrat Hussain(RA) ko ya unn eeman faroash koofiyun ki jo hazrat hussain(RA) ko phhaansi ghaat par akela chhor ke chaltay banay........pooray 72 logon ki himayat thi aur hazrat Umar(RA) ko to sirf 72 lakh ke kareeb logon ki himayat haasil thi bhala ye bhi koi himayat hui.......hunh, itni kam.
To kya Rasool(PBUH) ko Hazrat Umar(RA) pyare nahin thay?? Haan wo duniya mein hi unko jannat ki basharat dena to unse nafrat ke izhaar ke liye tha.
Zara ghaour karo ye keh kon raha hai, wo loag keh rahay hain jo Rasool(PBUH) ki aulaad yani Fatima(RA) ke siva bakiyun ko Rasool(PBUH) ki aulaad ki fehrist se khaarij ker ke bad-tareen kisam ka tabarra kertay hain Rasool(PBUH) par......Aaj wohi loag Aulaad e Rasool(PBUH) ki baat kertay hain..........Baqaoul Imam Ghazali "jo shakhs yazeed ko hazrat hussain(RA) ka qaatil samajhta hai wo parlay darjay ka ehmaq hai".......Ghazali sahib ka qaul kafi hai mein ab mazeed kya comment karon
Laikin yazeed se pehlay koofay ke unn Shiaan e Ali par laanat karo jo Nabi(PBUH) ke nawasay ko uqsa kar ,bula ker qatal gah mein akela chhor ke faraar ho gaye thay........Wesay maloom nahin Hazrat Umar(RA) ke iss qaatil ka wakaya e karbala se kya talluk hai :d ya shaaid baat ka rukh change kerna chahtay hain hamaray ye bhai

wowwwwwwww daylight kay jawab diya hain ..boath achay ...hmm..wasay tum imam gazali ko kab say manay lagay(perviezi)???????acha manay ho tu ..achi baat hai ab tum nay Hazrat umer ko yaad hi kiya hai wo tumharay in imam ggazali ki hi ik baat suna data hoon..
"hazarat umer apnay Qalb ki tafseesh kay liya mubalgla karta tha or Hazfiay say say sawal karta tha kah tum maray andar NAFAQ say kuch asar mallom kartay ho"
???????????????????????????????????????????????/kasa ab ye tu maan lo na bhai..kha munafiq?????????????????????????????????????????????tumahray hi pyaray imam gazali hain na......ya phir inkar kar do...kah wo tu jothay tha imam gazali???????????????i know tum nay jo jawab dana hai..khar
lo ab tum kufa waloon per aa gayea ho..wow acha kiya..kay un per lanat na ki jayee
JINHO NAY NABI KO CHOR KAR BAGH GAYEA??????????????????SAHABA THAY...JO YE BHI KEHTAY THAY KAH ..."MAIN ASAY BAGHA KHA JASAY ..."ab main kay kay tareef karoon....
hazarat umer ko janat ki besharat..hmm tu janat kay sardar kyoon thay???????????????or tum wasay bhi kuch loogon nay hazrat umer ko janat kay old men kay sardar bana diya hadees say wowwwwwwwwww wasay old hona kamzori ki alamat hai..or janat main koi old nahi ho ga...or kuch??????????
QUOTE(khan_amer @ Mar 10 2006, 03:27 PM) [snapback]2126902[/snapback]
app bilkul bhi fikar na karaiN, yeh log koy na koy link nikaal hi laiN gay! kaisay yeh tu mujhay nahi pata per in kay yahaN yeh koy mushkil kaam thoRay hi hay!!!
Behr.haal MajoosiyooN aur Eisai'yooN ki baqi manda sultanate ki bacht issi surat thee kay kisi tarah muslmaanoN kay seel-e-baykaraaN ko roka jaye.. iss kay munbay ko band kiya jaye.. iss kay liya SAb say pehlay
Hazrat Umer (RZA) ko shaheed kiya gaya!! per shakhsiyaat kay pero.kaarooN ko islam ki bunyadi taleemaat say aagahi nahi thee, woh muslmanooN kay arooj ki asal wajoohat ko samjhay baghair waar ker baiThay, so Hazrat Usman (RZA) ki khilafaat maiN bhi un per yalghaar jari rahee... tu ab unhooN nay Islam kay iss sailaab ko jaR say ukhaRnay ka faisla kiya!! Hazrat Usman (RZA) ki shahdaat iss ka saboot hay, App (RZA) ko shaheed kernay walay bhi yehi shia-e-ali hi thay... silsila yahaaN per hi nahi rukta!!! Jang-e-Safwaan maiN agr HAzrat Ali (RZA) ghalib aa jatay ( jaisa kay Jang-e-Jamal maiN aye aur unhooN say sab say dr.guzr kiya aur phir dono fareeq eak hogay) tu yahaaN per jang-e-Jamal ki tareekh duhara'yee jani thee... phi rkiya hota... Islami fojaiN eak bar phir taghooti qawatooN ko kochalna shoroo ho jateeN... yeh baat Qatil-e-Umer aur Usman ko kaisay gawara hoti un ki tu sari game hi khatam ho jatee.. so unhooN nay jang ka faisla hi nahi honay diya...
silisla yahaaN tak hi nahi ruka balkay aaj tak jari hay...

sab bateen choro khan ..tum nay ik baree mazay ki baat kaheen kha shian-e-ali hi hazrt usman kay qatil thay etc..wow....ab main bhi kuch araz karoon agar mirchen na lageen tu..
Imam Hussain (as)ko shaeed karnay walay..Hazrat usman kay mazhab per thay.......................hahahah nahi yakeen ayea na..i know..
" Tareek Tibri"read karoo...oki..takah tumharay Qlab ko sakoon milay...zada agay mat jaoo...Paoon jal jayeen gay..bye