QUOTE(Kainat @ Mar 23 2006, 01:49 PM) [snapback]2129511[/snapback]
ye aap pe depend kerta hai.........
enjoy karain .......... 
funny cheezian share karain........
posts per relies karain aur doost banayeen
posts per replies karian aur doost banayeen
hmmm main intehai kaushish karoon ga k main regular bhi rahooon aur post par replies bhi karta rahoon
aur aap ko doost bhi banaooon
meray say doosti karain g na

QUOTE(*NANHI PARI* @ Mar 31 2006, 02:47 PM) [snapback]2130774[/snapback]
welcum here DAJAAAAAAAAAAAAAAL g!
DAJAAL!! y did u choose this nick???
i mean DAJAAL to kisi buray aadmi ka naam hai
isn't it..!!
kher jo bhi hai....aap DAJAAL hai tu mein hun NANHI PARI

thank you for welcoming me nanhi pari
waisay h aur koi nick one worded ban nahin raha tha pichlay dinoon dajaal k baray main book parh leee tu main nay yeah nick rakh lia haan pari dajaal 1 buray admi ka h naam hai jo islam ko tabah karnay k chakroon main ho ga
waisay yeah nanhi pari asal walay dajaal k samnay na ja k khari ho jana

awein maro g