Asalam-0-Alyekum
kaise hain aap sab dost jee .... tell tell daso daso
janab aaj main pehli baar yahaan aya houn aur kia dekh raha houn k har taraf HOOOOO ka alam hai tu main ne soocha k yahaan bhi kuch halchul macha di jaye ...
tu janab yeh Antaakshari bhi waise hi hai jaise baki hoti hai k last words say shuru karain gay lekin is main sirf Kitchen main use honay wali cheezain hi likhi jayeen gi ok ....
aur hum SABZI aur PHAAL k naam bhi lai sakte hain ok jee
GOBI ............. "I"





