aoa all memebr...
Mekh ki death ho gayee hai(IWHR)...ye message un ki sis nay Female section main diya hai...so plzzzzzzzzzzzz sab un kay liya duwa kareen kah allah un ko jawar-e-rahmet main jagha day..or un kay gharwaloon ko sabar day(Amen)mujhy such main boath dukh howa ye sun kar becoz main soch sakta hoon kha jin parents ki oulad 23 saal ki age main intaqal kar jayee......kyoon kah maree cousion bhi 23 saal ki age main intaqal kar gayea tha Rawalpindi main..he was doctor in Amc..khar app sab dil say duwa karen Mekh lay liya...bye