Help - Search - Members - Calendar
Full Version: Zara Jaldi Jaldi Aao
HulChul.NET > Halla Gulla > Pakwan + Zaiqa = Best Cooking
Pages: 1, 2
F-A-L-A-K
Asalam-0-Alyekum

kia hal hai janab aap sab ka Tell TEll Daso DAso...

wo aisa hai k main ne soocha k aik new silsala shuru karun ... is main hona yeh hai k aap hum say Share kijiye k jab aap ne KITCHEN main peha qadam rakha tu kaise aur kia banaya ... pori story batni hai Dandii nahi marni ok jee smile.gif

Janab main aaj say almost 9 sal pehlay kitcen main gaya tha hoa yeh tha k "Maa" jee ghar nahi theen aur muje bohut sakhat bhook lagi hoye thi ALLAH ka karna yeh hona k koye Salan bhi nahi tha tu main ne soocha k Andda bana laita houn Bread k saath par janab ab andaa banta kaise so TAWA rakha Aagh lagaye aur TAIL dala par jab andaa tora tu shayed kafi dair say aagh jal rahi thi aur tail khush ho gaya tha Andaa kharab ho gaya aur main ne wohi jala hoa andaa khaya aik Tooos k saath Ah0o0
*Kainaat*

kiya topic sirf larkyioon ke liye hai blush.gif

agar hai tu phir aap ne apnay baray meen kyun bataya laugh.gif

muje ye tu yaad nahi pehle baar kab kitchen meen gaye thi.............
lekin jo kaam sab se pehle kharaab hua tha wo yaad hai laugh.gif

main i think 7th class meen thi...ammi ne kaha kitchen meen doodh garam ho raha hai zara dekhoo ja ker... jab opper ayay tu stove band ker dena....
aur jab dhood opper aya...muje kuch samaj nahi ayee...maine shoor macha diya oh oh aur dhood kafi ziada gir gaya laugh.gif aur muje kafi daant parri blush.gif

F-A-L-A-K
QUOTE(Kainat @ Mar 28 2006, 10:22 AM) [snapback]2130221[/snapback]

kiya topic sirf larkyioon ke liye hai blush.gif

agar hai tu phir aap ne apnay baray meen kyun bataya laugh.gif

muje ye tu yaad nahi pehle baar kab kitchen meen gaye thi.............
lekin jo kaam sab se pehle kharaab hua tha wo yaad hai laugh.gif

main i think 7th class meen thi...ammi ne kaha kitchen meen doodh garam ho raha hai zara dekhoo ja ker... jab opper ayay tu stove band ker dena....
aur jab dhood opper aya...muje kuch samaj nahi ayee...maine shoor macha diya oh oh aur dhood kafi ziada gir gaya laugh.gif aur muje kafi daant parri blush.gif

nahi main ne larkiyooooo is liye likha hai kyoon k larkiyaan ziada kitchen main jati hain na Ah0o0 ... kuch samjeen k nahi

hmmmmmmmm tu tum dooodh nahi sanbhal sakeen had ho gaye yaar aik stove hi tu band karna tha ... tum bhi na Ah0o0 ;) khair chalo wo tu bachpan tha ab janab ka kiya hal hai tell tell daso daso ??
Ghazal khushboo
aray bhaiya kya baat hay itny jaldy jaldy kyun bulaya mery tuo sans phool gayee blink.gif

tumnay kaha lerkion jaldy aao lekin ye batao kya lerkian HC may sirf 2 hain aik kainat aur aik may blush.gif baqy sab kahan hain 1-announce1.gif

haan ji tuo jab humnay kitchen may pehla qadam rekha ( pata nahi rekha hi kyun tha breakface1.gif )

ammi nay buhut samjhaya kuch seekhlo khana pakana lekin janab hum aisahi susral agayae 0-baby.gif

aur humaray mian sahab nay pehli fermaish hi KARRHI ki kerdy unsure.gif
bas janab phir humnay recipies book ( jo hum jahaiz may sath laiker ayae thay 1-afsana.gif )
nikaly aur shuroo hogayae pakana wo recipie aik kilo basin ki thee aur khanay walay 2 log thay bas ohmy.gif
pateeli (daigchi, ya handi ) choty li k 2 log tuo hain ...lekin ye aqal may nahi ayee k 2 logon main aik kilo basin mad.gif
jab wo pakna shuroo huee tuo choty c pateeli say bahar nikalna shuroo hogayee 0-16_angry.gif
ab main iss sorat e hal say thora peraisan huee ( zada nahi kyun k aisa pehli baar thora hua )
phir mainay buhut samajhdari say kaam liya 1-think.gif
aur ussay aik aur barri pateeli may shift kerdiya clapping3.gif

lekin ye kya again same situation 1-movies.gif

akhir kar sabsay barri pateeli may jab shift kiya tuo shukar ka sans liya happy.gif

jab paker tayyar hogayee tuo itny zada dekhker mian sahab nay kaha k kya aur logon ko bhi khanay par bulaya hay biggrin.gif

mainay fekhriya kaha k nahi jee ye sab ap k liya blush.gif

ab bhaiya tum agay khud samajhlo kitny daantt perry hogy sad.gif

0-moped.gif

saray mohallay main banty sabnay kaha k ap bhut mehman nawaz hain laugh.gif

falak bhaiya ye sab sach likha hay mainay yes.gif

us k baad say buhut xpert hogayee hon janab khana bananay main...n i luv cooking 0-love.gif
*Kainaat*

Ghazala jee laugh.gif aap ne kamal kiya 0-headbang.gif

aur larkiyam tu patta nahi kahan hain blush.gif kitchen meen atti nahi......

QUOTE(F-A-L-A-K @ Mar 29 2006, 07:05 AM) [snapback]2130344[/snapback]

nahi main ne larkiyooooo is liye likha hai kyoon k larkiyaan ziada kitchen main jati hain na Ah0o0 ... kuch samjeen k nahi

hmmmmmmmm tu tum dooodh nahi sanbhal sakeen had ho gaye yaar aik stove hi tu band karna tha ... tum bhi na Ah0o0 ;) khair chalo wo tu bachpan tha ab janab ka kiya hal hai tell tell daso daso ??

hahaha ................ ab ka na poochain

fulll stove laugh.gif ker key fata fat jo bannana hai bana ke kitchen se baher 0-bouncer.gif
Abu Adnan
QUOTE(Ghazal + khushboo @ Mar 30 2006, 02:06 PM) [snapback]2130523[/snapback]

aray bhaiya kya baat hay itny jaldy jaldy kyun bulaya mery tuo sans phool gayee blink.gif

tumnay kaha lerkion jaldy aao lekin ye batao kya lerkian HC may sirf 2 hain aik kainat aur aik may blush.gif baqy sab kahan hain 1-announce1.gif

haan ji tuo jab humnay kitchen may pehla qadam rekha ( pata nahi rekha hi kyun tha breakface1.gif )

ammi nay buhut samjhaya kuch seekhlo khana pakana lekin janab hum aisahi susral agayae 0-baby.gif

aur humaray mian sahab nay pehli fermaish hi KARRHI ki kerdy unsure.gif
bas janab phir humnay recipies book ( jo hum jahaiz may sath laiker ayae thay 1-afsana.gif )
nikaly aur shuroo hogayae pakana wo recipie aik kilo basin ki thee aur khanay walay 2 log thay bas ohmy.gif
pateeli (daigchi, ya handi ) choty li k 2 log tuo hain ...lekin ye aqal may nahi ayee k 2 logon main aik kilo basin mad.gif
jab wo pakna shuroo huee tuo choty c pateeli say bahar nikalna shuroo hogayee 0-16_angry.gif
ab main iss sorat e hal say thora peraisan huee ( zada nahi kyun k aisa pehli baar thora hua )
phir mainay buhut samajhdari say kaam liya 1-think.gif
aur ussay aik aur barri pateeli may shift kerdiya clapping3.gif

lekin ye kya again same situation 1-movies.gif

akhir kar sabsay barri pateeli may jab shift kiya tuo shukar ka sans liya happy.gif

jab paker tayyar hogayee tuo itny zada dekhker mian sahab nay kaha k kya aur logon ko bhi khanay par bulaya hay biggrin.gif

mainay fekhriya kaha k nahi jee ye sab ap k liya blush.gif

ab bhaiya tum agay khud samajhlo kitny daantt perry hogy sad.gif

0-moped.gif

saray mohallay main banty sabnay kaha k ap bhut mehman nawaz hain laugh.gif
falak bhaiya ye sab sach likha hay mainay yes.gif

us k baad say buhut xpert hogayee hon janab khana bananay main...n i luv cooking 0-love.gif

zabar 10, balkay zabar 100 laugh.gif laugh.gif

achchee post hai......

per dekhna yeh k ketnay log apna kaar naamaa sonatay haiN biggrin.gif
F-A-L-A-K
QUOTE(Ghazal + khushboo @ Mar 30 2006, 09:06 AM) [snapback]2130523[/snapback]

Wah jee Masha ALLAH meri behna kitni Samajdar hai na smile.gif hehehe

waise ab ka haal bhi sunao na k ab kia karti ho kitchen main tell tell daso dao aur janab ki shadi kab hoye Masha ALLAH abhi 2 hi ho ya 2 say 4 ho chuke ho smile.gif and tell me main KARRII khane kab aoun ?

QUOTE(Abu Adnan @ Mar 31 2006, 08:21 AM) [snapback]2130720[/snapback]

zabar 10, balkay zabar 100 laugh.gif laugh.gif

achchee post hai......

per dekhna yeh k ketnay log apna kaar naamaa sonatay haiN biggrin.gif

bhai jee karnama sunanay k liye himmat chahiye aur wo hum main say bohut kam logoun main hoti hai Ah0o0 smile.gif

QUOTE(Kainat @ Mar 30 2006, 12:21 PM) [snapback]2130595[/snapback]

Ghazala jee laugh.gif aap ne kamal kiya 0-headbang.gif

aur larkiyam tu patta nahi kahan hain blush.gif kitchen meen atti nahi......

hahaha ................ ab ka na poochain
fulll stove laugh.gif ker key fata fat jo bannana hai bana ke kitchen se baher 0-bouncer.gif

Kisi din khana bhi jalao gi aur khud bhi jalo gi u taiz bachi .. khyal say kaam kia karo aag say khailna koye achi baat nahi hoti Ah0o0
*Kainaat*
QUOTE(F-A-L-A-K @ Mar 31 2006, 08:46 AM) [snapback]2130724[/snapback]

Kisi din khana bhi jalao gi aur khud bhi jalo gi u taiz bachi .. khyal say kaam kia karo aag say khailna koye achi baat nahi hoti Ah0o0

laugh.gif aag hoti kahan hai............... heater hai na aag nazar nahi atti blush.gif

QUOTE(Abu Adnan @ Mar 31 2006, 08:21 AM) [snapback]2130720[/snapback]

zabar 10, balkay zabar 100 laugh.gif laugh.gif

achchee post hai......

per dekhna yeh k ketnay log apna kaar naamaa sonatay haiN biggrin.gif

kiya aap ka koi karnama nahi look.gif
Ghazal khushboo
QUOTE(Kainat @ Mar 30 2006, 05:21 PM) [snapback]2130595[/snapback]

Ghazala jee laugh.gif aap ne kamal kiya 0-headbang.gif

aur larkiyam tu patta nahi kahan hain blush.gif kitchen meen atti nahi......

hahaha ................ ab ka na poochain
fulll stove laugh.gif ker key fata fat jo bannana hai bana ke kitchen se baher 0-bouncer.gif

biggrin.gif haina kamal kiya na aur kainat mat pocho kitchen may her taraf pateelian hi pateelian theen chalnay ki bhi jagha nahi rahi thee 1-jokes.gif

QUOTE(Abu Adnan @ Mar 31 2006, 01:21 PM) [snapback]2130720[/snapback]

zabar 10, balkay zabar 100 laugh.gif laugh.gif

achchee post hai......

per dekhna yeh k ketnay log apna kaar naamaa sonatay haiN biggrin.gif

a191.gif

buhut shukriya apnay reply dee smile.gif
F-A-L-A-K
QUOTE(Kainat @ Mar 31 2006, 09:48 AM) [snapback]2130775[/snapback]

kiya aap ka koi karnama nahi look.gif

yaqeenun ho ga lekin batayeen gay nahi Ah0o0 smile.gif hehehe
Abu Adnan
mera kaarnaamaah biggrin.gif

waisay to student life maiN kitchen maiN aanaa raha hai lekin formally oss waqt zeyadah waastah paRa jab bairoonay mulk molazmat k dauran kitchen work bhi karna paRa.

kabhi aisee badhwasi to koi khaas naheeN howee. albatta aik martabah hum nay socha k aaj mix sabzi pakayee jaye to as usual jaisa k gharouN maiN dekhtay aaye thay 5/6 sabzeyaaN bazaar say laye aur onhaiN kaaT Daalaa. ab yeh sabzeyaaN etni hogayee k sab say baRi degchee maiN pakana paRa jissay aik baRee family bhi 2 waqt maiN khatam karti jabkay maa.badaulat akelay...... hairaan o pareeshan k kaisay khayaiN aur kahaaN tak khayaiN....... naa.chaar dostouN ko dawat per bolwaya aur kaii roz tak khatay rahay. tab jakar yeh sabzi khatam howee.

aik aur baRa "kaarnaama" biggrin.gif yeh hum nay sar anjaam deya k .... ossi mulk maiN hamaray kaii susraali rishtay daar bhi job kartay thay. jinkay ghar hum aksar jaya kartay thay. aik martabah jab hamaray brother-in-law hamaray pass milnay aaye to ramzaan ka maheenah tha. so hum nay dostouN k saath susrali rishtah daarouN ko bhi aftaar / dinner per mad.daoo karlia....... yeh hamari pahli aur aakhri formal dawat thee jo hum nay tanay tanhaa arrange ki khud cooking karkay. aftaar maiN cholay, pakoRay, samossay bhi thay aur dinner maiN biryani, samait deger lawaazmaat bhi. aur ittefaaq dekhaiN k sab kuch Theek thaak ban gaya.... nah sirf meray dost ahbaab hairaan howay balkay susraliyouN nay jo yeh majmaa dekha to woh bhi hakka baka rah gay.........

aur jab yeh report paak maiN hamari nisf behtar tak pahonchi to woh maan k nah daiN k aisa bhi hosakta hai. (she is a best cook) coz ghar maiN hum nay kabhi anDa bhi fry nahee kia.
Dua!!
walikum salam,
Allah ka shukar hai theek thak ...app sunaye kya haal chal hain....bahut accha topic hai clapping3.gif

pehli bar kitchen main kya kia tha kuch theek say yaad nahi ...kafi purani baat hogi hai biggrin.gif

waisey jahan tak yaad hai shayad coooking main sab say pehlay pulaoo banaya tha woh bhi home ecnomics ki teacher nay kaha tha kay sab apney ghar banaiengay aur phir bataiengay kay kaisa bana ...to theek hi bangaya thaa aur koi garbar bhi nahi hoi thi wub.gif

QUOTE(Kainat @ Mar 28 2006, 03:22 PM) [snapback]2130221[/snapback]

kiya topic sirf larkyioon ke liye hai blush.gif

agar hai tu phir aap ne apnay baray meen kyun bataya laugh.gif

muje ye tu yaad nahi pehle baar kab kitchen meen gaye thi.............
lekin jo kaam sab se pehle kharaab hua tha wo yaad hai laugh.gif

main i think 7th class meen thi...ammi ne kaha kitchen meen doodh garam ho raha hai zara dekhoo ja ker... jab opper ayay tu stove band ker dena....
aur jab dhood opper aya...muje kuch samaj nahi ayee...maine shoor macha diya oh oh aur dhood kafi ziada gir gaya laugh.gif aur muje kafi daant parri blush.gif

you1.gif
F-A-L-A-K
QUOTE(Abu Adnan @ Apr 1 2006, 06:11 AM) [snapback]2130988[/snapback]

mera kaarnaamaah biggrin.gif

waisay to student life maiN kitchen maiN aanaa raha hai lekin formally oss waqt zeyadah waastah paRa jab bairoonay mulk molazmat k dauran kitchen work bhi karna paRa.

kabhi aisee badhwasi to koi khaas naheeN howee. albatta aik martabah hum nay socha k aaj mix sabzi pakayee jaye to as usual jaisa k gharouN maiN dekhtay aaye thay 5/6 sabzeyaaN bazaar say laye aur onhaiN kaaT Daalaa. ab yeh sabzeyaaN etni hogayee k sab say baRi degchee maiN pakana paRa jissay aik baRee family bhi 2 waqt maiN khatam karti jabkay maa.badaulat akelay...... hairaan o pareeshan k kaisay khayaiN aur kahaaN tak khayaiN....... naa.chaar dostouN ko dawat per bolwaya aur kaii roz tak khatay rahay. tab jakar yeh sabzi khatam howee.

aik aur baRa "kaarnaama" biggrin.gif yeh hum nay sar anjaam deya k .... ossi mulk maiN hamaray kaii susraali rishtay daar bhi job kartay thay. jinkay ghar hum aksar jaya kartay thay. aik martabah jab hamaray brother-in-law hamaray pass milnay aaye to ramzaan ka maheenah tha. so hum nay dostouN k saath susrali rishtah daarouN ko bhi aftaar / dinner per mad.daoo karlia....... yeh hamari pahli aur aakhri formal dawat thee jo hum nay tanay tanhaa arrange ki khud cooking karkay. aftaar maiN cholay, pakoRay, samossay bhi thay aur dinner maiN biryani, samait deger lawaazmaat bhi. aur ittefaaq dekhaiN k sab kuch Theek thaak ban gaya.... nah sirf meray dost ahbaab hairaan howay balkay susraliyouN nay jo yeh majmaa dekha to woh bhi hakka baka rah gay.........

aur jab yeh report paak maiN hamari nisf behtar tak pahonchi to woh maan k nah daiN k aisa bhi hosakta hai. (she is a best cook) coz ghar maiN hum nay kabhi anDa bhi fry nahee kia.

waise bhai jee main khud bhi Biryani kafi shook say khata houn zara kabhi fursat ho tu meri Dawet bhi kijiye ga smile.gif Ahaaam akhir ko u r a great Bawarchi smile.gif hehehe waise aap ne bataya tu nahi lekin main samaj gaya houn tab say aaj tak Bhabi jee aap ko hi kitchen ki sari zumadari daiti hain smile.gif hai na

QUOTE(Dua!! @ Apr 1 2006, 06:31 AM) [snapback]2130993[/snapback]

walikum salam,
Allah ka shukar hai theek thak ...app sunaye kya haal chal hain....bahut accha topic hai clapping3.gif
pehli bar kitchen main kya kia tha kuch theek say yaad nahi ...kafi purani baat hogi hai biggrin.gif

waisey jahan tak yaad hai shayad coooking main sab say pehlay pulaoo banaya tha woh bhi home ecnomics ki teacher nay kaha tha kay sab apney ghar banaiengay aur phir bataiengay kay kaisa bana ...to theek hi bangaya thaa aur koi garbar bhi nahi hoi thi wub.gif

you1.gif

Topic pasand karne ka shukriya jee smile.gif

hmmm tu yeh gal hai janab ne Palao banaya tha ... sahi jee sahi humain Kab khila rahi hain bana kar kuch tell tell daso daso smile.gif
Dua!!
QUOTE(F-A-L-A-K @ Apr 1 2006, 03:58 PM) [snapback]2131035[/snapback]

Topic pasand karne ka shukriya jee smile.gif

hmmm tu yeh gal hai janab ne Palao banaya tha ... sahi jee sahi humain Kab khila rahi hain bana kar kuch tell tell daso daso smile.gif

abb test bhi hoga 0-22_yikes.gif
Ghazal khushboo
QUOTE(F-A-L-A-K @ Mar 31 2006, 01:46 PM) [snapback]2130724[/snapback]

Wah jee Masha ALLAH meri behna kitni Samajdar hai na smile.gif hehehe

waise ab ka haal bhi sunao na k ab kia karti ho kitchen main tell tell daso dao aur janab ki shadi kab hoye Masha ALLAH abhi 2 hi ho ya 2 say 4 ho chuke ho smile.gif and tell me main KARRII khane kab aoun ?

bhai jee karnama sunanay k liye himmat chahiye aur wo hum main say bohut kam logoun main hoti hai Ah0o0 smile.gif
Kisi din khana bhi jalao gi aur khud bhi jalo gi u taiz bachi .. khyal say kaam kia karo aag say khailna koye achi baat nahi hoti Ah0o0

[b]Wah jee Masha ALLAH meri behna kitni Samajdar hai na smile.gif hehehe

yes.gif
F-A-L-A-K
QUOTE(Dua!! @ Apr 1 2006, 05:46 PM) [snapback]2131184[/snapback]

abb test bhi hoga 0-22_yikes.gif

jee aur nahi tu kia smile.gif

waise yeh test west nahi hai behna jani yeh tu baas aik FArmayish hai bhai ki taraf say Ah0o0 lekin koye gal nahi jee ager pori nahi ho sakti tu khair hai :(

QUOTE(Ghazal + khushboo @ Apr 1 2006, 05:55 PM) [snapback]2131189[/snapback]

[b]Wah jee Masha ALLAH meri behna kitni Samajdar hai na smile.gif hehehe
yes.gif

0-love.gif 0-love.gif 0-love.gif
Dua!!
QUOTE(F-A-L-A-K @ Apr 2 2006, 02:07 AM) [snapback]2131279[/snapback]

jee aur nahi tu kia smile.gif

waise yeh test west nahi hai behna jani yeh tu baas aik FArmayish hai bhai ki taraf say Ah0o0 lekin koye gal nahi jee ager pori nahi ho sakti tu khair hai :(

0-love.gif 0-love.gif 0-love.gif

accha farmaish hai phir theek hai smile.gif par bhai ji main paka to lon par apko khilaon kaisey 1-think.gif
F-A-L-A-K
QUOTE(Dua!! @ Apr 2 2006, 07:21 AM) [snapback]2131372[/snapback]

accha farmaish hai phir theek hai smile.gif par bhai ji main paka to lon par apko khilaon kaisey 1-think.gif

tum aisa karna muje E-Main kar daina nahi tu TCS k zarye send karna ok Dok
Ghazal khushboo
QUOTE(F-A-L-A-K @ Mar 31 2006, 01:46 PM) [snapback]2130724[/snapback]

Wah jee Masha ALLAH meri behna kitni Samajdar hai na smile.gif hehehe

waise ab ka haal bhi sunao na k ab kia karti ho kitchen main tell tell daso dao aur janab ki shadi kab hoye Masha ALLAH abhi 2 hi ho ya 2 say 4 ho chuke ho smile.gif and tell me main KARRII khane kab aoun ?

bhai jee karnama sunanay k liye himmat chahiye aur wo hum main say bohut kam logoun main hoti hai Ah0o0 smile.gif
Kisi din khana bhi jalao gi aur khud bhi jalo gi u taiz bachi .. khyal say kaam kia karo aag say khailna koye achi baat nahi hoti Ah0o0

waise ab ka haal bhi sunao na k ab kia karti ho kitchen main tell tell daso dao aur janab ki shadi kab hoye Masha ALLAH abhi 2 hi ho ya 2 say 4 ho chuke ho smile.gif and tell me main KARRII khane kab aoun ?[/b]

aray bhaiya apni zindagi tuo kaarnamo say bhari huee hay kya kya sunaon 1-jokes.gif

iss k liya HC ko alag say naya aik section berhana perrayga laugh.gif

aur bhaiya jab koho karrii hazir akhir itny zada jo banatay hain hum biggrin.gif

Dua!!
QUOTE(F-A-L-A-K @ Apr 3 2006, 04:01 AM) [snapback]2131646[/snapback]

tum aisa karna muje E-Main kar daina nahi tu TCS k zarye send karna ok Dok

yeh E-Main kaisey kartey hain 0-baby.gif
F-A-L-A-K
QUOTE(Ghazal + khushboo @ Apr 3 2006, 05:41 AM) [snapback]2131687[/snapback]

waise ab ka haal bhi sunao na k ab kia karti ho kitchen main tell tell daso dao aur janab ki shadi kab hoye Masha ALLAH abhi 2 hi ho ya 2 say 4 ho chuke ho smile.gif and tell me main KARRII khane kab aoun ?[/b]
aray bhaiya apni zindagi tuo kaarnamo say bhari huee hay kya kya sunaon 1-jokes.gif

iss k liya HC ko alag say naya aik section berhana perrayga laugh.gif

aur bhaiya jab koho karrii hazir akhir itny zada jo banatay hain hum biggrin.gif

Hmmm jee muje theek thaak bana kar do jo sirf mare liye khaas toor par banay Ah0o0 kia samjeeeeeeen ... main ne akailay khana hai pore mohalay nay nahi ;)

QUOTE(Dua!! @ Apr 3 2006, 06:18 AM) [snapback]2131691[/snapback]

yeh E-Main kaisey kartey hain 0-baby.gif

dekha na main na kehta tha k common sense itni common nahi hoti ;) hehehehehe

yeh E-Mail tha E-main nahi :p
seemaf
Assalam-o-Alaikum

biggrin.gif Buhat achha topic hai.... sab ke POL khul rahey hain 1-think.gif
F-A-L-A-K
QUOTE(seemaf @ Apr 4 2006, 05:29 PM) [snapback]2132061[/snapback]

Assalam-o-Alaikum

biggrin.gif Buhat achha topic hai.... sab ke POL khul rahey hain 1-think.gif

aur Janab apni POL kab kholne k liye pher is topic ko izet bakhshain gi ;) tell tell daso daso
Dua!!
QUOTE(F-A-L-A-K @ Apr 3 2006, 02:37 PM) [snapback]2131743[/snapback]

dekha na main na kehta tha k common sense itni common nahi hoti ;) hehehehehe

yeh E-Mail tha E-main nahi :p

nahi too...woh to main aisi confirm karahi thik ay koi new way of communication na ho jo mujhey pata nahi biggrin.gif
seemaf
QUOTE(F-A-L-A-K @ Apr 5 2006, 02:33 AM) [snapback]2132154[/snapback]

aur Janab apni POL kab kholne k liye pher is topic ko izet bakhshain gi ;) tell tell daso daso

Assalam-o-Alaikum

Mera ana kaafi nahi kiya nana.gif

QUOTE(Dua!! @ Apr 5 2006, 10:39 AM) [snapback]2132194[/snapback]

nahi too...woh to main aisi confirm karahi thik ay koi new way of communication na ho jo mujhey pata nahi biggrin.gif

Haan jo baat samajh nahi aye BARON se pooch letey hain 0-baby.gif
F-A-L-A-K
QUOTE(Dua!! @ Apr 5 2006, 05:39 AM) [snapback]2132194[/snapback]

nahi too...woh to main aisi confirm karahi thik ay koi new way of communication na ho jo mujhey pata nahi biggrin.gif

Haye meri Masooooooooooooooooooom tareen behna jani :P:P:P

QUOTE(seemaf @ Apr 5 2006, 09:19 AM) [snapback]2132245[/snapback]

Assalam-o-Alaikum

Mera ana kaafi nahi kiya nana.gif

Haan jo baat samajh nahi aye BARON se pooch letey hain 0-baby.gif

Walyekum Salam

Jeeti raho Khush raho Doodho Nahao Poodoo phaaloo smile.gif

nahi janab yeh kafi nahi hai so b quick n tell us the story nahi tu u ko pata hai na me ka main forun say "WO" kar laita hota houn smile.gif

jee ab main itna bhi buzurg nahi hun Ah0o0 ;)
seemaf
QUOTE(F-A-L-A-K @ Apr 6 2006, 02:26 AM) [snapback]2132478[/snapback]

smile.gif Again Assalam-o-Alaikum

blink.gif Aik to ap bas 'WO" ki dhamki barey moqey per istimaal kartey hain 0-baby.gif ab banda kiya karey.1-think.gif

Veryyyyyyyy Veryyyy long ago..........1st time kuch pakaya tha jo ke bilkul bhi yaad nahi blush.gif bas itna yaad hai ke i was in intermediate bas BAQAIDA tor per kitchen sanbhala tha 0-baby.gif

Achha to kitney BUZURG hain ap "Bhai jee" biggrin.gif
Dua!!
QUOTE(F-A-L-A-K @ Apr 6 2006, 02:26 AM) [snapback]2132478[/snapback]

Haye meri Masooooooooooooooooooom tareen behna jani :P:P:P

oooo apko bhi meri masoomiyat ka andaza hogaya wub.gif
F-A-L-A-K
QUOTE(seemaf @ Apr 6 2006, 12:44 PM) [snapback]2132616[/snapback]

smile.gif Again Assalam-o-Alaikum

blink.gif Aik to ap bas 'WO" ki dhamki barey moqey per istimaal kartey hain 0-baby.gif ab banda kiya karey.1-think.gif

Veryyyyyyyy Veryyyy long ago..........1st time kuch pakaya tha jo ke bilkul bhi yaad nahi blush.gif bas itna yaad hai ke i was in intermediate bas BAQAIDA tor per kitchen sanbhala tha 0-baby.gif

Achha to kitney BUZURG hain ap "Bhai jee" biggrin.gif

main tu sirf 28 sal ka munda hoon lekin aap lagta hai 128 sal ki ho tabhi yeh bhi yaad nahi k kitchen main jab gayee theen tu kia banaya tha had ho gaye itni nakami yaad'dasht hai aap ki :P

aur "WO" ki dhamki na doon tu aap seedhi nahi hoti na is liye deni parti hai Ah0o0

QUOTE(Dua!! @ Apr 6 2006, 05:56 PM) [snapback]2132700[/snapback]

oooo apko bhi meri masoomiyat ka andaza hogaya wub.gif

Hmmm tu muj say pehlay kis kis ko pata hai aap ki masomiyet k bare mian ... aik tu humare bechare Dulha bhai hoon gay baki kon looog hai Becharaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaay ;)
Dua!!
QUOTE(F-A-L-A-K @ Apr 7 2006, 10:23 AM) [snapback]2132761[/snapback]

asal main masoomiyat chupaey nahi chupti to sab ko pata chal gaya biggrin.gif apkey becharey dulha bhai ko shayad pata chal gaya ho par mujhey abhi tak unka nahi pata chala wub.gif
F-A-L-A-K
QUOTE(Dua!! @ Apr 7 2006, 06:17 AM) [snapback]2132770[/snapback]

asal main masoomiyat chupaey nahi chupti to sab ko pata chal gaya biggrin.gif apkey becharey dulha bhai ko shayad pata chal gaya ho par mujhey abhi tak unka nahi pata chala wub.gif

asal main wo kia hai na k aaj kal HC par jo bhi mil raha hai ya rahi hai wo shadi shuda hi hai tu main ne soocha k u ki bhi shadi ho gaye ho gi is liye dulha bhai kaha hehehe smile.gif Showy jee

hmmmm tu u ki masoomiyte chupaye nahi chup rahi sahi jee sahi :p ;)
seemaf
QUOTE(F-A-L-A-K @ Apr 7 2006, 10:23 AM) [snapback]2132761[/snapback]

main tu sirf 28 sal ka munda hoon lekin aap lagta hai 128 sal ki ho tabhi yeh bhi yaad nahi k kitchen main jab gayee theen tu kia banaya tha had ho gaye itni nakami yaad'dasht hai aap ki :P

aur "WO" ki dhamki na doon tu aap seedhi nahi hoti na is liye deni parti hai Ah0o0

Main bhi bas aik saal to bari hon ap se 0-baby.gif bas yaddasht kuch kamon main kaam nahi karti kiya karooon blush.gif

Itni to seedhi hooon ab aur kiya seedhi hongi 0-baby.gif

Chalain aik baat yaad aagayi shadi ke baad jo first time pakaya blush.gif

1st time LOKI pakani thi itni easy dheez per us main main ne kiya kiya?? biggrin.gif

badhawasi main us main pakaney ke liye paani daal diya blush.gif halankey loki main pani ki zaroorat nahi hoti blush.gif aur jis mushkil se paani khushk hua naaa.. abs na poochain biggrin.gif

ab khush??? 0-baby.gif

QUOTE(Dua!! @ Apr 6 2006, 10:56 PM) [snapback]2132700[/snapback]

oooo apko bhi meri masoomiyat ka andaza hogaya wub.gif

Aray masoomiyat batayi thori jati... batao to LOG yaqeen nahi kartey blink.gif
F-A-L-A-K
QUOTE(seemaf @ Apr 7 2006, 11:01 AM) [snapback]2132817[/snapback]

Main bhi bas aik saal to bari hon ap se 0-baby.gif bas yaddasht kuch kamon main kaam nahi karti kiya karooon blush.gif

Itni to seedhi hooon ab aur kiya seedhi hongi 0-baby.gif

Chalain aik baat yaad aagayi shadi ke baad jo first time pakaya blush.gif

1st time LOKI pakani thi itni easy dheez per us main main ne kiya kiya?? biggrin.gif

badhawasi main us main pakaney ke liye paani daal diya blush.gif halankey loki main pani ki zaroorat nahi hoti blush.gif aur jis mushkil se paani khushk hua naaa.. abs na poochain biggrin.gif

ab khush??? 0-baby.gif

oooooooooh tu aap muj say aik sal waddi ho pher tu aap meri Appi hoyi na ;) ab aap bolo Aapi kahun ya dost hi theek ho kyoon k dost ko aap janab kar k muj say baat nahi hoti seedha saada tum kehta hoon ab tusi bolo aap ki kia marzi hai Ah0o0

jee seedhi tu kuch ziada hi ho aap :p

Hmmmm sahi jee sahi waise main ne aaj tak LOKI nahi khaye aur aap ne 1st time yehi kyoon banaye loog Chicken etc banate hain aap loki le kar beeth gaye had hai koye waise ;)

jee thora thora khush hoon smile.gif
Dua!!
QUOTE(F-A-L-A-K @ Apr 7 2006, 01:50 PM) [snapback]2132792[/snapback]

asal main wo kia hai na k aaj kal HC par jo bhi mil raha hai ya rahi hai wo shadi shuda hi hai tu main ne soocha k u ki bhi shadi ho gaye ho gi is liye dulha bhai kaha hehehe smile.gif Showy jee

IPB Imagekoi baat nahi ji

QUOTE
hmmmm tu u ki masoomiyte chupaye nahi chup rahi sahi jee sahi :p ;)

haan ziyadh hogayi hai naIPB Image

seemaf
QUOTE(F-A-L-A-K @ Apr 8 2006, 09:15 AM) [snapback]2132928[/snapback]

oooooooooh tu aap muj say aik sal waddi ho pher tu aap meri Appi hoyi na ;) ab aap bolo Aapi kahun ya dost hi theek ho kyoon k dost ko aap janab kar k muj say baat nahi hoti seedha saada tum kehta hoon ab tusi bolo aap ki kia marzi hai Ah0o0

jee seedhi tu kuch ziada hi ho aap :p

Hmmmm sahi jee sahi waise main ne aaj tak LOKI nahi khaye aur aap ne 1st time yehi kyoon banaye loog Chicken etc banate hain aap loki le kar beeth gaye had hai koye waise ;)

jee thora thora khush hoon smile.gif

Haan ji sirf 1 saal waddi bas biggrin.gif .... ap ka jo dil chahey woh bol lain i have no objection smile.gif .

Kiya hai yeh mere seedhey aur masoom honey per logon ko shak kyun hota hai blink.gif

acha hairat hai ap ne LOKI nahi khaayi.. i think us ko GHIYA KADDO bhi kehtey hain (not confirm) ... bas ji us din wohi pakni thi naaa aur nayi nayi thi so apni marzi se kasie pakati blush.gif waise loki pakana koi mushkil kaam nahi naaa ... per ji meri qismat woh to shuakr hai kisi ko pata nahi chala ke kiya harkat ki thi man ne warna pehley din hi "PHOHARR BAHUU" ka label lag jata duas.gif
F-A-L-A-K
QUOTE(Dua!! @ Apr 8 2006, 06:55 AM) [snapback]2132972[/snapback]

IPB Imagekoi baat nahi ji

Hmmmm thanx jee

acha yaaRa jee kuch apne bare main bhi batao na ... kia karti ho kahaan hoti ho kia Taleem hai etc.... Ah0o0 naam kia hai pata chalo abhi rehne do ;) aur aur haan wo bhi jo tum kuriyaan kabhi theek nahi batateeeen :p

Dua!!
QUOTE(F-A-L-A-K @ Apr 8 2006, 12:07 PM) [snapback]2132976[/snapback]

Hmmmm thanx jee

acha yaaRa jee kuch apne bare main bhi batao na ... kia karti ho kahaan hoti ho kia Taleem hai etc.... Ah0o0 naam kia hai pata chalo abhi rehne do ;) aur aur haan wo bhi jo tum kuriyaan kabhi theek nahi batateeeen :p

itnay sarey qs aiksath 0-22_yikes.gif
F-A-L-A-K
QUOTE(seemaf @ Apr 8 2006, 07:06 AM) [snapback]2132974[/snapback]

Haan ji sirf 1 saal waddi bas biggrin.gif .... ap ka jo dil chahey woh bol lain i have no objection smile.gif .

Kiya hai yeh mere seedhey aur masoom honey per logon ko shak kyun hota hai blink.gif

acha hairat hai ap ne LOKI nahi khaayi.. i think us ko GHIYA KADDO bhi kehtey hain (not confirm) ... bas ji us din wohi pakni thi naaa aur nayi nayi thi so apni marzi se kasie pakati blush.gif waise loki pakana koi mushkil kaam nahi naaa ... per ji meri qismat woh to shuakr hai kisi ko pata nahi chala ke kiya harkat ki thi man ne warna pehley din hi "PHOHARR BAHUU" ka label lag jata duas.gif

nahi na Aap muje batao Aapi kaha karun ya Dost ... tell tell daso daso smile.gif

Ohhhhhhhhh acha Ghiya Kaddo wo tu khaya hoa hai main ne sahi jee sahi smile.gif waise aap sab say achi dish kon c bana sakti ho ... i love Chicken Sindhi Biryani wo bhi Teh wali aap ko ati hai ??

oh yaad aya main KHI a raha hoon next week meri JOB ho rahi hai na Cresent bank main ab yaheen rahun ga Ah0o0 smile.gif

QUOTE(Dua!! @ Apr 8 2006, 08:02 AM) [snapback]2132990[/snapback]

itnay sarey qs aiksath 0-22_yikes.gif

aap aik saath jawab na do na bari bari de do ;) kaisa smile.gif
seemaf
QUOTE(F-A-L-A-K @ Apr 8 2006, 01:22 PM) [snapback]2132998[/snapback]

nahi na Aap muje batao Aapi kaha karun ya Dost ... tell tell daso daso smile.gif

Ohhhhhhhhh acha Ghiya Kaddo wo tu khaya hoa hai main ne sahi jee sahi smile.gif waise aap sab say achi dish kon c bana sakti ho ... i love Chicken Sindhi Biryani wo bhi Teh wali aap ko ati hai ??

oh yaad aya main KHI a raha hoon next week meri JOB ho rahi hai na Cresent bank main ab yaheen rahun ga Ah0o0 smile.gif

main ne ap ki SAWABDEED per chor diya naa .... mujhey donon per aitraaz nahi smile.gif

Chalo chukar hai samajh aa gaya.. warna koi aur word nahi pata tha ke aur kiya kehtey hain is ko smile.gif ...... mujhey bhi chicken biryani bananey main bara maza ata hai ... i love it tooo aur shuakr hai ban bhi achhi jati hai blush.gif us ke ilawa qourma aur karahi bhi kaafi achhi bana leti hoon smile.gif

Ahan good to know... congrats for ur job rose.gif hope u have nice time here smile.gif
F-A-L-A-K
QUOTE(seemaf @ Apr 8 2006, 11:20 AM) [snapback]2133042[/snapback]

main ne ap ki SAWABDEED per chor diya naa .... mujhey donon per aitraaz nahi smile.gif

Chalo chukar hai samajh aa gaya.. warna koi aur word nahi pata tha ke aur kiya kehtey hain is ko smile.gif ...... mujhey bhi chicken biryani bananey main bara maza ata hai ... i love it tooo aur shuakr hai ban bhi achhi jati hai blush.gif us ke ilawa qourma aur karahi bhi kaafi achhi bana leti hoon smile.gif

Ahan good to know... congrats for ur job rose.gif hope u have nice time here smile.gif

ok tu pher DOSTI kar laite hain kyoon k behan tu aap raho gi hi par dost zara margin day deta hai na jee samja karo hehehe smile.gif

oh dats nice tu pher kab kar rahi ho meri Dawet tell tell daso daso ;)

Hmmm thanx main bhi baas next week kisi bhi din KHI poohench jaoon ga Ah0o0 abhi tu Bank say behas kar raha hoon k janab muje aik ghar/Flat aur car etc bhi do kyoon k mare liye new city hai na is liye .................
seemaf
QUOTE(F-A-L-A-K @ Apr 9 2006, 06:41 AM) [snapback]2133177[/snapback]

ok tu pher DOSTI kar laite hain kyoon k behan tu aap raho gi hi par dost zara margin day deta hai na jee samja karo hehehe smile.gif

oh dats nice tu pher kab kar rahi ho meri Dawet tell tell daso daso ;)

Hmmm thanx main bhi baas next week kisi bhi din KHI poohench jaoon ga Ah0o0 abhi tu Bank say behas kar raha hoon k janab muje aik ghar/Flat aur car etc bhi do kyoon k mare liye new city hai na is liye .................

Ok theek hai... sahi kaha ap ne biggrin.gif

Ap ayen to sahi pehley phir dekhain ge biggrin.gif

Hmm sahi valid point hai smile.gif "ajnabi sheher ke ajnabi rastey" biggrin.gif
F-A-L-A-K
QUOTE(seemaf @ Apr 9 2006, 06:28 AM) [snapback]2133234[/snapback]

Ok theek hai... sahi kaha ap ne biggrin.gif

Ap ayen to sahi pehley phir dekhain ge biggrin.gif

Hmm sahi valid point hai smile.gif "ajnabi sheher ke ajnabi rastey" biggrin.gif

tu pher from now on u r my Saheli na ;) theek hai na jee smile.gif

jee baas aap yoon samje k me in ur home hehehe smile.gif Ah0o0

"Meri tanhaye pay muskarate rahay"
Dua!!
QUOTE(F-A-L-A-K @ Apr 8 2006, 01:22 PM) [snapback]2132998[/snapback]

aap aik saath jawab na do na bari bari de do ;) kaisa smile.gif

hum idea to accha hai
biggrin.gif
F-A-L-A-K
QUOTE(Dua!! @ Apr 9 2006, 08:59 AM) [snapback]2133278[/snapback]

hum idea to accha hai
biggrin.gif

kuch na batane ka yeh kitna acha tareeqa hai na kay agle banday ko burra bhi na lagay aur aap kuch bolo bhi na ... thats nice
seemaf
QUOTE(F-A-L-A-K @ Apr 9 2006, 01:54 PM) [snapback]2133273[/snapback]

tu pher from now on u r my Saheli na ;) theek hai na jee smile.gif

jee baas aap yoon samje k me in ur home hehehe smile.gif Ah0o0

"Meri tanhaye pay muskarate rahay"

Ok SAHELA ji biggrin.gif

Hmm rite to phir aj ka khana kaisa laga ap ko? 1-think.gif

smile.gif nice

QUOTE(F-A-L-A-K @ Apr 9 2006, 05:17 PM) [snapback]2133340[/snapback]

kuch na batane ka yeh kitna acha tareeqa hai na kay agle banday ko burra bhi na lagay aur aap kuch bolo bhi na ... thats nice

Kuch bhi na kaha aur keh bhi gaye nana.gif

0-22_yikes.gif nahi to aisa to nahi hai bilkul bhi

QUOTE(seemaf @ Apr 9 2006, 09:48 PM) [snapback]2133420[/snapback]

Kuch bhi na kaha aur keh bhi gaye nana.gif

look.gif
F-A-L-A-K
QUOTE(seemaf @ Apr 9 2006, 04:48 PM) [snapback]2133420[/snapback]

Ok SAHELA ji biggrin.gif

Hmm rite to phir aj ka khana kaisa laga ap ko? 1-think.gif

smile.gif nice

Kuch bhi na kaha aur keh bhi gaye nana.gif

Saheli smile.gif hehehe

wut ?? kia kaisa laga tum ne invite kab kiya jo ask rahi ho tell tell ??

haan jee sahi kaha yeh kuch kehti bhi nahi aur....................... Ah0o0

QUOTE(Dua!! @ Apr 9 2006, 06:09 PM) [snapback]2133435[/snapback]

0-22_yikes.gif nahi to aisa to nahi hai bilkul bhi
look.gif

jee tu pher kaisi baat hai wohi bata dijiye ??
Dua!!
QUOTE(F-A-L-A-K @ Apr 10 2006, 02:53 AM) [snapback]2133492[/snapback]

haan jee sahi kaha yeh kuch kehti bhi nahi aur....................... Ah0o0

jee tu pher kaisi baat hai wohi bata dijiye ??

blink.gif itna sara to kaha tha uska kya ???lejeye abhi bhi batana baqi hai 1-think.gif
seemaf
QUOTE(Dua!! @ Apr 9 2006, 11:09 PM) [snapback]2133435[/snapback]

look.gif

baar baar dekho hazar bar dekho nana.gif

Waise ab lag raha hai ke kuch khetey kehtey reh bhi gaye biggrin.gif

QUOTE(F-A-L-A-K @ Apr 10 2006, 02:53 AM) [snapback]2133492[/snapback]

Saheli smile.gif hehehe

wut ?? kia kaisa laga tum ne invite kab kiya jo ask rahi ho tell tell ??

haan jee sahi kaha yeh kuch kehti bhi nahi aur....................... Ah0o0

Lo ji khud hi ne to kaha ke ap ke ghar main hoon... ab ghar main they to kiya dawat deti blush.gif

Koi baat nahi aisa bhi hota hai nana.gif
Dua!!
QUOTE(seemaf @ Apr 10 2006, 02:02 PM) [snapback]2133555[/snapback]

baar baar dekho hazar bar dekho nana.gif

Waise ab lag raha hai ke kuch khetey kehtey reh bhi gaye biggrin.gif

haaan abb yeh baat theek hia tongue.gif
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please click here.
Invision Power Board © 2001-2008 Invision Power Services, Inc.