QUOTE(Rustam @ Mar 29 2006, 10:17 PM) [snapback]2130405[/snapback]
Afghanistan mein ek christian NGO k sath kam kerney wala musalman Abdul Rehman ,Islam chor ker Issaiyat mein shamil ho gaya !Pakar liya ...muqadma hua phir chor diya aalami dabao per.Magar sawal yeh hey k kya murtad ki saza waqai mot hey?Agar esa hey to phir uss ko chora kyoN?Islami qanoon kahan gaya?Aaj woh Itly pohanchney wala hey,ussey Itly ney panah dedi.Kya yeh bat humeiN Islami qwaneen per dobara ghor ki dawat nahiN deti?Qanoon nafiz kerney k liye taqatwar hona bhi zaroori hey,warna khamosh rehna hi behtar hey,Qazi Hussan Ahmed ki tarah Islami nizam...Islami Nizam,chillaney sey kuch nahiN hota.
marouN ghuTna phooTay aankh ki zarbul.misal soni to thee aaj oska mozahera bhi dekh lia ....
murtad ko reha kia afghan ki us nawaaz karazaii hakoomat nay aur tabarra bheja jaraha hai qazi per