
Piyaray Piyaray Nice , Khoubsurat
DoostooN
..kesay haiN ap sab......hmmmm
yeh Khoubsurat lamhat ap ky nam ker rahi hooN is ummed phe khy
ap mujhay Replies zaroor daiN Gay....dair tu bohut hoGahi hai per..
yadaiN yadaiN hi hote haiN...
likh tu bohut philay liya thaa maGer Roman Urdu maiN is liyeh nahi Post
kiyaa khy maiN likhooN khaat ki our ap samjhaiN kheliyaaN kii...tu
Post ka mazaah barQaraar nahi rehay Gaa...our haN uN ka bhi Khyial thaa
jiN ko RomaN Urdu phaRni nahi aateee..So............apni
Piyareee O mohtaram sahilii
Shabnamii Rose ky haath pahooN joRay khy Please is ko Urdu Version maiN likh
daiN...Uffffffffff uN ky naKhray.............jub uN ko damki dii tu
aaKhir kar unhooN nay likh hi deyaa.....
baharhal maiN apni Piyree Sahilii ki bohut zadaa Shuker GuZaar hooN
jiN hoooN nay meree thereer maiN 14 Chand laGaa deyeh haiN
baQee ab apki baree....
(dwa) KhuSh rehaiN ap sab.....
QUOTE(Shubnumi roZ)



